logo

Hua Hain Aaj Pehli Baar MP3 Song

Hua Hain Aaj Pehli Baar MP3 song cover

About Hua Hain Aaj Pehli Baar MP3 Song

Looking for Hua Hain Aaj Pehli Baar? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download

Hua Hain Aaj Pehli Baar Song Lyrics

Song Title = Hua Hain Aaj Pehli Baar
Movie/album = Sanam Re 2016
Category / Artist = Amaal Mallik
Mp3 Song Lyrics
Song Title = Hua Hai Aaj Pehli Baar
Movie/album = Sanam Re (2016)
Singers = Amaal Mallik, Armaan Malik, Palak Muchhal
Song Lyricists = Manoj Yadav
Music Director = Amaal Mallik
Director = Divya Khosla Kumar
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Hua hai aaj pehli baar
Jo aise muskuraya hoon
Tumhe dekha toh jaana ye
Ke kyun duniya mein aaya hoon

Hua hai aaj pehli baar
Jo aise muskuraya hoon
Tumhe dekha toh jaana ye
Ke kyun duniya mein aaya hoon

Ye jaan lekar ke jaa meri
Tumhe jeene main aaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat rabb se laaya hoon

Zameen se aasmaan tak
Hum dhoondh aaye jahan saara
Bana paaya nahi ab tak
Khuda tumse koi pyaara

Zameen se aasmaan tak
Hum dhoondh aaye jahan saara
Bana paaya nahi ab tak
Khuda tumse koi pyaara

Baaton mein teri hain badmashiyan
Sab bewajah ki hain tarifiyaan

Main likh doon aasmaan par ye
Ke padh lega jahan saara
Hua na hoga ab koi
Yahan hum do sa dobara

Main duniya bhar ki taarifein
Tere sajde mein laaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat rabb se laaya hoon
Rabb se laaya hoon..

Tu hai jo rubaru mere
Bada mehfooz rehta hoon
Tere milne ka shukrana
Khuda se roj karta hoon

Tu hai jo rubaru mere
Bada mehfooz rehta hoon
Tere milne ka shukrana
Khuda se roj karta hoon

Humko pata hai yeh nadaniyaan hain
Aawara dil ki hai aawariyan

Yeh dil pagal bana baitha
Ise ab tu hi samjha de
Dikhe tujhme meri duniya
Meri duniya tu banja re

Hoon khushkismat jo kismat se
Tumhe aise main paaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat rabb se laaya hoon..))

Posted by  : {Anamika Tyagi}

Hua Hain Aaj Pehli Baar Video Song

Video is not currently available for this track.

download mp3 song

download mp3 song


Browse this topic: Hua Hain Aaj Pehli Baar MP3 songs, Hua Hain Aaj Pehli Baar lyrics, related albums and music archive results.