logo
Hua Hain Aaj Pehli Baar MP3 SONG

Hua Hain Aaj Pehli Baar MP3 Song

Listen to Hua Hain Aaj Pehli Baar from Sanam Re 2016. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Hua Hain Aaj Pehli Baar Category / Artist: Amaal Mallik Visit us
Hua Hain Aaj Pehli Baar Category / Artist: Amaal Mallik Save As

Hua Hain Aaj Pehli Baar Song Lyrics

Song Title = Hua Hai Aaj Pehli Baar
Movie/album = Sanam Re (2016)
Singers = Amaal Mallik, Armaan Malik, Palak Muchhal
Song Lyricists = Manoj Yadav
Music Director = Amaal Mallik
Director = Divya Khosla Kumar
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Hua hai aaj pehli baar
Jo aise muskuraya hoon
Tumhe dekha toh jaana ye
Ke kyun duniya mein aaya hoon

Hua hai aaj pehli baar
Jo aise muskuraya hoon
Tumhe dekha toh jaana ye
Ke kyun duniya mein aaya hoon

Ye jaan lekar ke jaa meri
Tumhe jeene main aaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat rabb se laaya hoon

Zameen se aasmaan tak
Hum dhoondh aaye jahan saara
Bana paaya nahi ab tak
Khuda tumse koi pyaara

Zameen se aasmaan tak
Hum dhoondh aaye jahan saara
Bana paaya nahi ab tak
Khuda tumse koi pyaara

Baaton mein teri hain badmashiyan
Sab bewajah ki hain tarifiyaan

Main likh doon aasmaan par ye
Ke padh lega jahan saara
Hua na hoga ab koi
Yahan hum do sa dobara

Main duniya bhar ki taarifein
Tere sajde mein laaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat rabb se laaya hoon
Rabb se laaya hoon..

Tu hai jo rubaru mere
Bada mehfooz rehta hoon
Tere milne ka shukrana
Khuda se roj karta hoon

Tu hai jo rubaru mere
Bada mehfooz rehta hoon
Tere milne ka shukrana
Khuda se roj karta hoon

Humko pata hai yeh nadaniyaan hain
Aawara dil ki hai aawariyan

Yeh dil pagal bana baitha
Ise ab tu hi samjha de
Dikhe tujhme meri duniya
Meri duniya tu banja re

Hoon khushkismat jo kismat se
Tumhe aise main paaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat rabb se laaya hoon..))

Posted by  : {Anamika Tyagi}

Hua Hain Aaj Pehli Baar Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Hua Hain Aaj Pehli Baar, Sanam Re 2016 songs, related Amaal Mallik music and MP3 tracks.