logo
Chhota Aadmi MP3 SONG

Chhota Aadmi MP3 Song

Listen to Chhota Aadmi from Chhota Aadmi 1961. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Chhota Aadmi Category / Artist: Kishor Kumar Visit us
Chhota Aadmi Category / Artist: Kishor Kumar Save As

Chhota Aadmi Song Lyrics

Song Lyrics Title = Chhota Aadmi
Song Lyrics Movie = Chhota Aadmi
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Jainendra Jain
Music Director = Mahesh Sharma, Naresh Sharma
Director = Krishnakant
Music Label = Saregama
Starring = Naresh Kanodia, Komal Mahuakar, Sriram, Aruna Irani, Nazir Hasain, Jay Shree T

mp3 songs

Masti ki ek lahar hu sailab nahi hu
Sada sa hakikat hu mai khwab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Masti ki ek lahar hu sailab nahi hu
Sada sa hakikat hu mai khwab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu

Tinka hawa ke sang akash me uda
Bola mai ho gaya parwat se bhi bada
Tinka hawa ke sang akash me uda
Bola mai ho gaya parwat se bhi bada
Muskurayi dharti
Khilkhilake nadi has padi
Mit gaya wahi ke jisne bat kabhi ki badi
Bijli giri tinka jala
Khak hua mit gaya
Toba re meri toba jarra hu jami par hu
Aftab nahi hu
Khus hu ki mai jugnu hu mahtab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu

Phul jo mali ne ek dal se khincha
Khilne ka maine kaha ye hai natija
Phul jo mali ne ek dal se khincha
Khilne ka maine kaha ye hai natija
Phul hasa jayada bola ki
Nadan hai tu
Marna to hai sabko jine ki ada jan tu
Dewta ke sar se mar ke bhi aa gaya maja
Toba re meri toba
Has has ke khil raha hu
Betab nahi hu
Pathar hu niw ka mehrab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu

Chote se ek gaw se aya hu mai
Pyar ka khajana laya hu mai
Chote se ek gaw se aya hu mai
Pyar ka khajana laya hu mai
Bolo ye khajana mai chupake
Kidhar jaunga
Apse mila hai ap hi pe luta jaunga
Khali hath aana hai khali hath jana
Toba re meri toba
Tarif ke to kabil janab nahi hu
Hakkad hu kalandar hu nawab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu

Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu.

Posted by : Priyanka Shukla

Chhota Aadmi Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Chhota Aadmi, Chhota Aadmi 1961 songs, related Kishor Kumar music and MP3 tracks.