logo
Ek Raja Ka Ek MP3 SONG

Ek Raja Ka Ek MP3 Song

Listen to Ek Raja Ka Ek from Tyaag 1976. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Ek Raja Ka Ek Category / Artist: Kishor Kumar Visit us
Ek Raja Ka Ek Category / Artist: Kishor Kumar Save As

Ek Raja Ka Ek Song Lyrics

Song Title = Ek Raja Ka Ek Beta Tha
Movie/Album = Tyaag (1976)
Singers = Kishore Kumar, Poornima
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Sachin Dev Burman
Director = Din Dayal Sharma

Mp3 Song Lyrics

((Ek raja ka ek beta tha
Tum jaise hi pyara pyara
Kuch gumsum
Ka kuch gupchup sa
Rahta tha wo din sara
Na meet koi na sathi
Fir kiske sang wo khele
Mahlo me ek
Akela firta tha raj dulara
Ek raja ka ek beta tha

Raja ne manga
Ke diye kitne khilone
Fir bhi wo baithe baithe
Lagta tha rone
Raja ne manga
Ke diye kitne khilone
Fir bhi wo baithe baithe
Lagta tha rone
Suno aage bina lage
Kahta tha wo bechara
Ik raja ka ek beta tha
Tum jaisa sa hi pyara pyara
Kuch gumsum
Ka kuch gupchup sa
Rahta tha wo din sara
Ik raja ka ek beta tha

Usne choti si ek gudiya banai
Gudiya magar kisi kam na aayi
Usne choti si ek gudiya banai
Gudiya magar kisi kam na aayi
Na wo bole na wo dole
Karke jatan wo sab hara
Ek raja ka ek beta tha
Tum jaisa hi pyara pyara
Kuch gumsum
Ka kuch gupsup sa
Rahta tha wo din sara
Ek raja ka ek beta tha

Fir koi jadugar raja ne bulaya
Gudiya me jan dalo
Gudiya me jan dalo
Hukm sunaya
Fir koi jadugar raja ne bulaya
Gudiya me jan dalo
Hukm sunaya
Fir gudiya chane lagi
Gudiya nachne lagi
Gudiya hasne lagi
Gudiya gane lagi
Ha ha ha hasne laga
Raja ki aankh ka tara
Ek raja ka ek beta tha
Tum jaisa hi pyara pyara
Kuch gumsum
Ka kuch gupsup sa
Rahta tha wo din sara
Ek raja ka ek beta tha...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Ek Raja Ka Ek Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Ek Raja Ka Ek, Tyaag 1976 songs, related Kishor Kumar music and MP3 tracks.