logo
Gazab Ka Hai Yeh Din MP3 SONG

Gazab Ka Hai Yeh Din MP3 Song

Listen to Gazab Ka Hai Yeh Din from Sanam Re 2016. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Gazab Ka Hai Yeh Din Category / Artist: Amaal Mallik Visit us
Gazab Ka Hai Yeh Din Category / Artist: Amaal Mallik Save As

Gazab Ka Hai Yeh Din Song Lyrics

Song Title = Gazab Ka Hai Yeh Din
Movie/album = Sanam Re (2016)
Singers = Amaal Mallik, Arijit Singh
Song Lyricists = Manoj Muntashir
Music Director = Amaal Mallik
Director = Divya Khosla Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Chal pade hain hum aisi raah pe
Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhoondega humein yeh zamana kahan

Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara

Paani hoon paani main
Haan behne do mujhe
Jaisa hoon waisa hi
Rehne do mujhe

Duniya ki bandishon se
Mera naata hai kahan
Rukna theharna mujhko aata hai kahan

Yeh sama hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara.))

Posted by  : {Anamika Tyagi}

Gazab Ka Hai Yeh Din Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Gazab Ka Hai Yeh Din, Sanam Re 2016 songs, related Amaal Mallik music and MP3 tracks.