Aaj Mujhe Kuchh Kehna MP3 Song
Listen to Aaj Mujhe Kuchh Kehna from Girl friend 1960. Use the player below to listen online or the available download link.
| Song | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| Aaj Mujhe Kuchh Kehna Category / Artist: Kishor Kumar | Visit us | |
| Aaj Mujhe Kuchh Kehna Category / Artist: Kishor Kumar | Save As |
Aaj Mujhe Kuchh Kehna Song Lyrics
Song Lyrics Title : Aaj Mujhe Kuchh Kehna Hai
Song Lyrics Movie : Girl friend (1960)
Singer(s): Kishore Kumar, Sudha Malhotra
Music Director(s): Hemant Kumar
Lyricist(s): Sahir Ludhianvi
mp3 songs
ki: kashti ka khaamosh safar hai, shaam bhi hai tanahaai bhi
dur kinAre par bajati hai laharo.n ki shahanAi bhi
aaj mujhe kuchh kahani hai, aaj mujhe kuchh kahani hai
lekin ye sharmili nigaahe.n mujhako ijaazat de.n to kahu.n
ye meri betaab uma.nge.n tho.di fursat de.n to kahu.n
su: jo kuchh tumako kahanA hai, vo mere hI dil kI baat na ho
jo mere kvaabo.n ki ma.nzil us ma.nzil ki baat na ho
ki: kahate hue dar sA lagata hai, kahakar baat na kho baithu.n
ye jo zara sa saath mila hai, ye bhi saath na kho baithu.n
su: kabase tumhaare raste pe mai.n, phul bichhaaye baithi hu.n
kah bhi chuko jo kahana hai mai.n aas lagaaye baithi hu.n
ki: dil ne dil ki baat samajh li, ab mu.nh se kya kahanA hai
aaj nahi.n to kal kah le.nge, ab to saath hi rahana hai
su: kah bhi chuko, kah bhi chuko jo kahana hai
ki: chho.do ab kya kahana hai