logo
Ishq hasata hai MP3 SONG

Ishq hasata hai MP3 Song

Listen to Ishq hasata hai from Muskaan 2004. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Ishq hasata hai Category / Artist: Anuradha Paudwal Visit us
Ishq hasata hai Category / Artist: Anuradha Paudwal Save As

Ishq hasata hai Song Lyrics

Song Lyrics Title = Ishq hasata hai
Song Lyrics Movie = Muskaan (2004)
Singers = Anuradha Paudwal, Sonu Nigam
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Nikhil, Vinay
Director = Rohit Manash, Rohit Nayyar
Music Label = T-Series
Starring = Aftab Shivdasani, Parvin Dabbas, Neha,
Gracy Singh, Anjala Zaveri, Gulshan Grover,
 Vrajesh Hirjee, Razzak Khan, Rajeev Varma,
Sharat Saxena
Release on = 26th March, 2004

mp3 songs

Ishq hansaata hai, ishq rulaata hai
Ishq deewaana yahan sab ko banaata hai

Kisi ki yaad rehti hai, kisi ka khayaal hota hai
Ishq mein aksar logon ko bura haal hota hai

Yeh ishq ishq hai ishq, yeh ishq ishq hai ishq
Yeh ishq ishq hai ishq, yeh ishq ishq hai ishq

Ishq hansaata hai, ishq rulaata hai
Ishq hansaata hai, ishq rulaata hai
Ishq deewaana yahan sab ko banaata hai
Ishq bina kahin chain na aata hai
Ishq bina kahin chain na aata hai
Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani, na maani
Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani
Ishq hansaata hai, ishq rulaata hai
Ishq deewaana yahan sab ko banaata hai
Ishq bina kahin chain na aata hai
Ishq bina kahin chain na aata hai
Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani, na maani
Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani
Koi humko sirf yeh bata de
Tanhaai kyoon mile ishq mein
Koi humko sirf yeh bata de
Tanhaai kyoon mile ishq mein
Ek chot si lagi dil pe, poochho na kya hua
Aankhon mein hai chhupe aansu, honton pe hai bas dua
Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani, na maani
Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani
Har pal rehti badi beqaraari
Koi kaise jeeye yaar bin
Ho, har pal rehti badi beqaraari
Koi kaise jeeye yaar bin
Anjaane mein deewaanon se hoti hai yeh khata
Manzil milegi kab kaise kisko yahan hai pata
Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani, na maani
Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani

Ishq hansaata hai, ishq rulaata hai
Ishq deewaana yahan sab ko banaata hai
Ishq bina kahin chain na aata hai
Ishq bina kahin chain na aata hai
Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani, na maani
Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani

Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
O jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya

Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya

Ishq hansaata hai, ishq rulaata hai
Ishq deewaana yahan sab ko banaata hai
Ishq hansaata hai, ishq rulaata hai
Ishq deewaana yahan sab ko banaata hai...

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Ishq hasata hai Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Ishq hasata hai, Muskaan 2004 songs, related Anuradha Paudwal music and MP3 tracks.