logo
Dil Ka Darwaza MP3 SONG

Dil Ka Darwaza MP3 Song

Listen to Dil Ka Darwaza from Main Khiladi Tu Anari 1994. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Dil Ka Darwaza Category / Artist: Alka Yagnik Visit us
Dil Ka Darwaza Category / Artist: Alka Yagnik Save As

Dil Ka Darwaza Song Lyrics

Song Lyrics Title : Dil Ka Darwaza 
Song Lyrics Movie : Main Khiladi Tu Anari (1994)
Singer(s): Alka Yagnik

mp3 songs

dil ka darwaja khula hai raja, raja, raja, raja
aath roj kee too chhutti leke aaja, aaja, aaja, aaja
(dil ka darwaja khula hai raja
aath roj kee too chhutti leke aaja) - (2)

naya somvar aayega sath tere
mere hath me honge phir hath tere
manayenge mangal ko jungle me mangal
toh budh tak chalega yeh mangal ka dangal - (2)
mm, maja somras ka mujhe bhee jaga ja, aaja aaja aaja
pada hai jo parda woh aake utha ja, aaja aaja aaja
(dil ka darwaja khula hai raja
aath roj kee too chhutti leke aaja) - (2)

naye gur guruvar ke seekh le na
oh, hunar mujhse kuchh pyar ke sikh le na
bada shukr phir shukravar abb na hoga
toh pura hamara koi sapna hoga - (2)
han han, toh iss bar meraa vrat bhee chhuda ja, aaja aaja aaja
tujhe pyar kar karke kar dungee taja, aaja aaja aaja
(dil ka darwaja khula hai raja
aath roj kee too chhutti leke aaja) - (2)

shanivar kee rat bharee padegee
mohabbat kee gadi se gadi ladegee
ravivar ko apna paigam hoga
ke chhutti ke bin bhee bahut kam hoga - (2)
haye meree saton rate suhagan bana ja, aaja aaja aaja
manayenge khushiyan bajayenge baja, aaja aaja aaja
(dil ka darwaja khula hai raja
aath roj kee too chhutti leke aaja) - (2)

Dil Ka Darwaza Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Dil Ka Darwaza, Main Khiladi Tu Anari 1994 songs, related Alka Yagnik music and MP3 tracks.