logo
Sai Baba Achche MP3 SONG

Sai Baba Achche MP3 Song

Listen to Sai Baba Achche from Maalik Ek 2010. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Sai Baba Achche Category / Artist: XYZ Visit us
Sai Baba Achche Category / Artist: XYZ Save As

Sai Baba Achche Song Lyrics

Song Lyrics Title = Sai Baba Achche
Song Lyrics Movie = Maalik Ek (2010)

Mp3 Song Lyrics

((Sai Baba

Bachon ki kilkari, mujhko lagti pyaari
Aao bachon aao baitho...

Sai Baba sachche kehtein hain saare bachche...

Bachon ki kilkari, mujhko lagti pyaari...

Sai Babaaaa...

Sai baba aaj hume koi achchi baat batao
Jeevan mein khushali aaye aisi katha sunao...

Baitho bachon baitho
Baitho aaj sonata hun main
Raam Chandra ki gaatha
Maat Pita ke hukm ke aage
Ram ne teka maatha
Chale gaye van mein na aayi
mun mein koi shanka
Achche ache kaam kiye sub
aur jeet li lanka...

Achcha Baba aisa hua tha...

Sai Baba sachche kehtein hain saare bachche...

Ek kahani
Ek kahani aur sunao mere Sai Baba...

Sach toh sukh deti hai
Jhoot toh dukh deta hai
Ache bhale kisi ghode ko
Gadha bana deta hai
Dil na kisi ka todo chahe
toote koi khilona
Meethey phal khaane ho toh
Beej bhi meethey Bona...

Ek baat main aur kahunga
sada dhyaan mein rakhna
Jhoot kapat chhal baimaani
se bachon bachke rehna...

Sai Baba sachche kehtein hain
saare bachche...

Aisi baani boliye
Mun ka aapa khoye
Auron ko sheetal karein
aaphi sheetal hoye
Maalik Ek...))

Posted by : {Soni Kumari}

Sai Baba Achche Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Sai Baba Achche, Maalik Ek 2010 songs, related XYZ music and MP3 tracks.