logo
Hari Naam Ka Pyala MP3 SONG

Hari Naam Ka Pyala MP3 Song

Listen to Hari Naam Ka Pyala from Shree Krishna Bhajan. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Hari Naam Ka Pyala Category / Artist: Shri Krishna Bhakti Song Visit us
Hari Naam Ka Pyala Category / Artist: Shri Krishna Bhakti Song Save As

Hari Naam Ka Pyala Song Lyrics

Song Lyrics Title : Hari Naam Ka Pyala
Song Lyrics Movie :
Singer :

mp3 songs

Hari naam ka pyaalaa hare Krishna ki haalaa
aisi haalaa pi pi karke, chalaa chale matwaalaa
Radha jaisi baalaa aur vrundavan ka gwaalaa
aisaa gwaalaa Murli Manohar Japo Krishna ki maalaa

Hari naam ka pyaalaa hare Krishna ……….

Hare Krishna kaa jap ho aur Hare Krishna ki maalaa
Dev jyoti se hriday suddha ho, nikle man ki jwaalaa
Hari naam ka pyaalaa hare Krishna ……….

Krishna ki dhun main tan ho, aur Hare Krishna main man ho
Aise tan man ke Mandir main, Krihsna dale haalaa
Hari naam ka pyaalaa hare Krishna ……….

Hare Krihsna main Bal hain, Krishna jal aur thal hai
aise jal thal nabh se pi lo, Narayan ki haalaa
Hari naam ka pyaalaa hare Krishna ……….

Posted by : {Anju}

Hari Naam Ka Pyala Video Song

Video is not currently available for this track.

download mp3 song

download mp3 song

Explore: Hari Naam Ka Pyala, Shree Krishna Bhajan songs, related Shri Krishna Bhakti Song music and MP3 tracks.