logo
Laaga chunari mein MP3 SONG

Laaga chunari mein MP3 Song

Listen to Laaga chunari mein from Dil Hi Toh Hai 1963. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Laaga chunari mein Category / Artist: Qawalli Visit us
Laaga chunari mein Category / Artist: Qawalli Save As

Laaga chunari mein Song Lyrics

Song lyrics title : Laaga chunari mein daag
Song lyrics movie : Dil Hi To Hai
Singer : Manna Dey 
Lyricist : Sahir Ludhianvi
Actors : Raj Kapoor , Nutan ,Pram
Music Director : Roshan and Omi Sonik

mp3 songs lyrics

Laaga, chunari mein daag, chhupaau kaise, laaga, chunari mein daag
Chunari mein daag, chhupaau kaise,
Ghar jaau kaise
Laaga, chunari mein daag...

Ho gayi maili mori chunariya,
Kore badan si kori chunariya - 2
Aa ... jaake baabul se,
Nazarein milaau kaise, ghar jaau kaise
Laaga, chunari mein daag...

Bhool gayi sab vachan bida ke kho gayi main sasuraal mein aake
Aa ... jaake baabul se,
Nazre milaau kaise, ghar jaau kaise
Laaga, chunari mein daag...

Kori chunariya aatma mori mail hai maaya jaal -2
Woh duniya more baabul ka ghar,
Ye duniya sasuraal
Haan jaake, baabul se,
Nazre milaau kaise, ghar jaau kaise
Laaga, chunari mein daag...

Laaga chunari mein Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Laaga chunari mein, Dil Hi Toh Hai 1963 songs, related Qawalli music and MP3 tracks.