Download Insaaf Ki Kursi Pe song lyrics
Free Insaaf Ki Kursi Pe mp3 song
We presents for now Insaaf Ki Kursi Pe mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.Insaaf Ki Kursi Pe Song Lyrics
Song Lyrics Title = Insaaf Ki Kursi Pe
Song Lyrics Movie = Justice Chaudhury 1983
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Indeevar
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = K. Raghavendra Rao
Music Label = Music India Limited
Starring = Jeetendra, Hema Malini, Sridevi
Release on = 15th July, 1983
mp3 songs
Insaaf ki khursi pe pehale tum khud ko bithaao
Maine galat kya kiya hai mujhe phir bataao
Aansu bahaake mujhe tum na doshi banaao
Yeh mera nahi insaaf ka faisala hai
Insaaf ka faisala, bhagvaan ka faisala
Haa insaaf ka faisala, bhagvaan ka faisala
Hoti nahi nyaay ki do aankhein, sehani padati hai hamein yeh
baatein
Dharm ke kathin yeh raaste hain, ek jaise sab ke waaste hain
Bhul jaata hoon khud ki bhi surat, banata hoon main jab nyaa ki
murat
Uss samay mera koyi kuchh nahi
Main bhi main nahi tum bhi tum nahi
Mere liye toh insaaf hi bhagvaan
Yeh mera nahi insaaf ka faisala hai
Insaaf ka faisala, bhagvaan ka faisala
Insaaf ka faisala, bhagvaan ka faisala
Patni ko aur putra ko harishchandra ne chhoda
Garbhwati sita ko raam ne ban mein chhoda
Karn ne apani maan se bhi naata nahi joda
Aoane khun ko khud maine di hai saja
Jwaalamukhi jaisa dil jala mera
Yeh sab kyun huwa, kyun, kis liye, kis liye
Kaanun ko nibhaane ke liye, insaaf ki surksha ke liye
Sachchaayi ko bachaane ke liye
Insaaf ki khursi pe pehale tum khud ko bithaao
Maine galat kya kiya hai mujhe phir bataao
Aansu bahaake mujhe tum na doshi banaao
Insaaf ka faisala, bhagvaan ka faisala.
Posted by : {Anamika Tyagi}

Recent Tags : Download Insaaf Ki Kursi Pe song, Insaaf Ki Kursi Pe download mp3 songs | Insaaf Ki Kursi Pe lyrics | Insaaf Ki Kursi Pe mp3 Download | Insaaf Ki Kursi Pe free download | Insaaf Ki Kursi Pe free mp3 song download | Insaaf Ki Kursi Pe Online mp3 song | Insaaf Ki Kursi Pe download mp3 song | Insaaf Ki Kursi Pe free songs | Insaaf Ki Kursi Pe Download bollywood movie song