logo
Baanwra Mann Female MP3 SONG

Baanwra Mann Female MP3 Song

Listen to Baanwra Mann Female from Hazaaron Khwaishein Aisi 2003. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Baanwra Mann Female Category / Artist: XYZ Visit us
Baanwra Mann Female Category / Artist: XYZ Save As

Baanwra Mann Female Song Lyrics

Song Lyrics Title = Baanwra Mann - Female - I
Song Lyrics Movie =Hazaaron Khwaishein Aisi (2003)
Singer = Shubha Mudgal
Lyricist = Bhikhari Thakur, Traditional, Swanand Kirkire,
Ajay Jhingran, Mirza Ghalib
Music Director = Shantanu Moitra
Film Director = Sudhir Mishra
Film Producer = Rangita Pritish Nandy
Film cast = Kay Kay Menon, Saurabh Shukla, Arif Zakaria,
Anupam Shyam, Ram Kapoor, Aditya Bhattacharya,

mp3 songs

banvara mann dekhne chala ek sapna
banvara mann dekhne chala ek sapna
banvare se mann ki dekho, banvari hain bate
banvare se mann ki dekho, banvari hain bate
banvari si dhadkane hain, banvari hain sansein
banvari si karvaton se nindiya too bhage
banvare se nain chahe, banvare jharokho se
banvare najaro ko takna
banvara mann dekhne chala ek sapna

banvare se iss jahan me, banvara ek sath ho
iss sayani bhid me, bas hathon me teraa hath ho
banvari si dhun ho koyi, banvara ek rag ho
o banvari si dhun ho koyi, banvara ek rag ho
banvare se pair chahe, banvare tarano ke
banvare se bol pe thirakna
banvara mann dekhne chala ek sapna

banvara sa ho andhera, banvari khamoshiya
banvara sa ho andhera, banvari khamoshiya
thartharati lau ho maddham, banvari madhoshiya
banvara ek ghungta chahe, haule haule bin bataye
banvara ek ghungta chahe, haule haule bin bataye
banvare se mukhde se sarakna
banvara mann dekhne chala ek sapna
banvara mann dekhne chala ek sapna
banvara mann dekhne chala ek sapna
banvara mann dekhne chala ek sapna ...

Posted by : {Anamika Tyagi}

Baanwra Mann Female Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Baanwra Mann Female, Hazaaron Khwaishein Aisi 2003 songs, related XYZ music and MP3 tracks.