logo
Ek Aadat 2 MP3 SONG

Ek Aadat 2 MP3 Song

Listen to Ek Aadat 2 from Ek Aadat 2009. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Ek Aadat 2 Category / Artist: SUNIDHI CHAUHAAN Visit us
Ek Aadat 2 Category / Artist: SUNIDHI CHAUHAAN Save As

Ek Aadat 2 Song Lyrics

Song Lyrics Title : Ek Aadat  2
Song Lyrics Movie : Ek Aadat  (2009)
Music: Sanjay Pathak, Nishad
Singer : Sunidhi Chauhan

mp3 songs

aadat hai ye ek aadat (aadat aadat)
aadat hai ye ek aadat (aadat aadat)

kisi se dil lagana kisi se dil churana
kisi pe dil se sadke kisi ko aazmaana
kisi ki neend lena kisi ko khwaab dena
kisi ka din sajana kisi ko raat dena

aadat hai ye ek aadat (aadat aadat)
aadat hai ye ek aadat (aadat aadat)

aadat  -5

kisi ki aarzoo karna kisi ki justjoo karna
kisi ki yaad mein jeena kisi ki chaah mein marna
kisi ke lamho ko chunna kisi ki sadiyaan na bunna
kisi ki kehte hi rehna kisi ki kuchh bhi na sunna

kisi se rishte khona kisi se gair hona
kisi ko kho ke paana kisi ko paa ke khona
kisi ki neend lena kisi ko khwaab dena
kisi ka din sajana kisi ko raat dena

aadat hai ye ek aadat (aadat aadat)
aadat hai ye ek aadat (aadat aadat)

(aadat aadat)
(aadat aadat)

kisi ki subah mein jalna kisi ki shaam mein khilna
kisi ki chhod ke manzil kisi ki raah mein chalna
kisi se ba khabar hona kisi se be nazar hona
kisi ke vaaste jugnu kisi ka shams kamar hona
(aadat aadat)
(aadat aadat)

Hai..
kisi mein rang bharna kisi ko zard karna
kisi ko noor dena kisi ko sard karna
kisi ki neend lena kisi ko khwaab dena
kisi ka din sajana kisi ko raat dena

aadat hai ye ek aadat (aadat aadat)
aadat hai ye ek aadat

kisi se dil lagana kisi se dil churana
kisi pe dil se sadke kisi ko aazmaana
kisi ki neend lena kisi ko khwaab dena
kisi ka din sajana kisi ko raat dena

aadat hai ye ek aadat (aadat aadat)
aadat hai ye ek aadat (aadat aadat)
aadat hai ye ek aadat (aadat aadat)
aadat hai ye ek aadat (aadat aadat)

Ek Aadat 2 Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Ek Aadat 2, Ek Aadat 2009 songs, related SUNIDHI CHAUHAAN music and MP3 tracks.