logo
Tu Kaun Kahan Se MP3 SONG

Tu Kaun Kahan Se MP3 Song

Listen to Tu Kaun Kahan Se from Dil Pardesi Ho Gayaa 2003. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Tu Kaun Kahan Se Category / Artist: Udit Narayan Visit us
Tu Kaun Kahan Se Category / Artist: Udit Narayan Save As

Tu Kaun Kahan Se Song Lyrics

Song Lyrics Title = Tu Kaun Kahan Se
Song Lyrics Movie = Dil pardesi Ho Gaya
Singers = Udit Narayan
Song Lyricists = Saawan Kumar Tak
Music Composer = Usha Khanna
Director = Sawan Kumar
Music Label = Shemaroo Entertainment
Starring = Kapil Jhaveri, Saloni Aswani, Amrish Puri
Release on = 12th December, 2003

mp3 songs

Ye taazgi ye naazuki ye saadgi tu kaun kahaan se aayee hai
Ye husn kahaan se laayee hai
Tu kaun kahaan se aayee hai
Ye husn kahaan se laayee hai
Teraa noor nahin insaanon saa
Kyaa khudaa se milkar aayee hai
Kyaa khudaa se milkar aayee hai

Teri aankhen baatein karti hain
Jaise lahrein baatein karti hain
Kyaa guzar huaa hai gulshan se
Yaa phoolon se nahaa ke aayee hai
Teraa noor nahin insaanon saa
Kyaa khudaa se milkar aayee hai
Kyaa khudaa se milkar aayee hai

Amrit kaa ras honton mein bharaa
Kyaa paakizaa hai naam teraa
Dhadkan ki tarah se chalti hai
Kyaa dil bankar aayee hai
Teraa noor nahin insaanon saa
Kyaa khudaa se milkar aayee hai
Kyaa khudaa se milkar aayee hai

Is jahaan mein kiski amaanat hai
Tu kiske dil ki mohabbat hai
Hai kaun naseebon vaalaa jiski
Tu dulhan bankar aayee hai
Teraa noor nahin insaanon saa
Kyaa khudaa se milkar aayee hai
Kyaa khudaa se milkar aayee hai
Tu kaun kahaan se aayee hai
Ye husn kahaan se laayee hai
Teraa noor nahin insaanon saa
Kyaa khudaa se milkar aayee hai
Kyaa khudaa se milkar aayee hai.

Posted by : Priyanka Shukla

Tu Kaun Kahan Se Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Tu Kaun Kahan Se, Dil Pardesi Ho Gayaa 2003 songs, related Udit Narayan music and MP3 tracks.