logo
Allah Maaf Kare MP3 SONG

Allah Maaf Kare MP3 Song

Listen to Allah Maaf Kare from Desi Boyz 2011. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Allah Maaf Kare Category / Artist: New Song Visit us
Allah Maaf Kare Category / Artist: New Song Save As

Allah Maaf Kare Song Lyrics

Song lyrics title : Allah Maaf Kare
Song lyrics movie : Desi Boyz-2011
singer : Sonu Nigam, Shilpa Rao

mp3 songs lyrics

(tauba tauba tere pyaar mein
lutt gaya iqraar mein)

Tujhse mohabbat ho gayi, Allah maaf kare
Tauba qayamat ho gayi, Allah maaf kare

Oo
Tujhse mohabbat ho gayi, Allah maaf kare
Tauba qayamat ho gayi, Allah maaf kare

Dekha tujhe toh saansein ruk gayi
Sajde mein yeh aankhein jhuk gayi
Teri ibaadat ho gayi, Allah maaf kare
Tujhse mohabbat ho gayi, Allah maaf kare
Tauba qayamat ho gayi, Allah maaf kare

(tauba tauba tere pyaar mein
lutt gaya iqraar mein)

Yeh din jawani ke dil ki kahani ke aise bitaata hoon main
Tere khayalon mein, apne sawaalon mein
Uljha sa jaata hoon main
Yeh din jawani ke dil ki kahani ke aise bitaata hoon main
Tere khayalon mein, apne sawaalon mein
Uljha sa jaata hoon main

Ho ladte ladte aankhein lad gayi
Dil ki baatein aagey badh gayi
Thodi shararat ho gayi, Allah maaf kare
Meri toh sudh-budh kho gayi, Allah maaf kare
Tujhse mohabbat ho gayi, Allah

Maana zamaana yeh deta hai taana, yeh thoda awaara hoon mein
Jo bhi hoon jaisa hoon, aisa ya waisa hoon, ab toh tumhara hoon main
Maana zamaana yeh deta hai taana, yeh thoda awaara hoon mein
Jo bhi hoon jaisa hoon, aisa ya waisa hoon, ab toh tumhara hoon main

Ho aate jaate dekhoon tujhko
Jaane hua hai yeh kya mujhko

Sabse baghawat ho gayi, Allah maaf kare
Saari sharafat kho gayi, Allah maaf kare
Tujhse mohabbat ho gayi, Allah

Aye
Tujhse mohabbat ho gayi, Allah maaf kare
Tauba qayamat ho gayi, Allah maaf kare

(tauba tauba tere .. tu lutt gaya .. tauba tauba tere .. tu lutt gaya)

Allah Maaf Kare Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Allah Maaf Kare, Desi Boyz 2011 songs, related New Song music and MP3 tracks.