logo
Bhagwan Ne Apne Jaisa MP3 SONG

Bhagwan Ne Apne Jaisa MP3 Song

Listen to Bhagwan Ne Apne Jaisa from Chhota Bhai 1966. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Bhagwan Ne Apne Jaisa Category / Artist: Lata Mangeshkar Visit us
Bhagwan Ne Apne Jaisa Category / Artist: Lata Mangeshkar Save As

Bhagwan Ne Apne Jaisa Song Lyrics

Song Lyrics Title = Bhagwan Ne Apne Jaisa Har Ek
Song Lyrics Movie = Chhota Baap
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director = Kotayya Pratyagatma
Music Label = Saregama
Starring = Rehman, Nutan, Master Mahesh Kumar

mp3 songs

Bhagwan ne apne jaisa
Bhagwan ne apne jaisa
Har ek insaan banaya
Ye juth kidhar se aaye
Ye paap kaha se aaya
Bhagwan ne apne jaisa

Wo kya hai ik kiran hai
Jo dur kare andiyare
Jo dur kare andiyare
Baate uska ujiyaara
Ye suraj chand sitare
Usne har jyot jlayi
Usne har deep jalaya
Bhagwan ne apne jaisa
Har ek insaan banaya
Bhagwan ne apne jaisa

Duniya me janam khud lekar
Jeevan ki reet banayi
Jeevan ki reet banayi
Banke khud meet sabi ka
Ishwar ne preet banayi
Jivan dene wale e
Jina bhi hume sikhlaya
Bhagwan ne apne jaisa
Har ek insaan banaya
Ye juth kidhar se aaye
Ye paap kaha se aaya
Bhagwan ne apne jaisa
Har ek insaan banaya
Bhagwan ne apne jaisa.

Posted by : Priyanka Shukla

Bhagwan Ne Apne Jaisa Video Song

Video is not currently available for this track.

download mp3 song

download mp3 song

Explore: Bhagwan Ne Apne Jaisa, Chhota Bhai 1966 songs, related Lata Mangeshkar music and MP3 tracks.