logo
Alaahada MP3 SONG

Alaahada MP3 Song

Listen to Alaahada from Lekar Hum Deewana Dil 2014. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Alaahada Category / Artist: XYZ Visit us
Alaahada Category / Artist: XYZ Save As

Alaahada Song Lyrics

Song Lyrics Title : Alaahada
Song Lyrics Movie : Lekar Hum Deewana Dil 2014
Singer : A.R. Rahman, Shiraz Uppal
Music : A.R. Rahman
Lyrics : Amitabh Bhattacharya
Starring : Armaan, Deeksha
Music Label : Eros

mp3 songs

Alaahda alaahda
Huye to hain alaahda
Poori tarah magar nahi
Huye hain kyon alaahda
Alaahda, Alaahda

Hain naam se alahda
Judi huyi hai rooh to
Hain naam ke alahda
Tere bagair...
Jeena lagta hai khaali
Dil hai magar...
Seena lagtaa hai khaali

Meri gali alahda
Tera shahar alahda
Yaadon ka hai pata wohi
Jahaan huye alahda

Din raat adhura-pan chirey..
Zang lagi khuroor ki dhaar se
Takiye ka neend se
To jhgda hua sa hai
Kaantey ghadiyon ke dhire..
chale hain kyun
Chale hain kyun vaqt se

Ooo.. Ohho..

Tere bagair...
Jeena lagta hai khaali
Dil hai magar
Seena lagta hai khaali
Seena lagta hai khali..

Alaahda alaahda
Huye to hain alaahda
Poori tarah magar nahi
Huye hain kyon alaahda
Alaahda, Alaahda

Hain naam se alahda
Judi huyi hai rooh to
Hain naam ke alahda
Tere bagair...
Jeena lagta hai khaali
Dil hai magar...
Seena lagtaa hai khaali.

Seena lagtaa hai khaali..

Posted by : {Anamika Tyagi}

Alaahada Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Alaahada, Lekar Hum Deewana Dil 2014 songs, related XYZ music and MP3 tracks.