logo
Aye Watan Aye Watan MP3 SONG

Aye Watan Aye Watan MP3 Song

Listen to Aye Watan Aye Watan from 23rd March 1931 Shaheed 2002. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Aye Watan Aye Watan Category / Artist: XYZ Visit us
Aye Watan Aye Watan Category / Artist: XYZ Save As

Aye Watan Aye Watan Song Lyrics

Song Lyrics Title : Aye Watan
Song Lyrics Movie : 23rd March 1931 Shaheed (2002)

Mp3song

Saas Hai Jab Talak Na Rukenge Kadam
Chal Pade Hai To Manzil Ko Paayenge
Jaan Pyaari Nahin Hai Watan Se Humme
Marte Marte Sabhi Ko Bata Jaayenge
Aye Watan Aye Watan Aye Watan

Woh Jawani Jo Khoon Ko Jalati Nahin
Woh Watan Ke Liye Rang Laati Nahin
Daag Leke Ghulami Ka Kyon Hum Jiye Kyon Hum Jiye
Soch Kar Raaton Ko Neend Aati Nahin

Saas Hai Jab Talak Na Rukenge Kadam
Chal Pade Hai To Manzil Ko Paayenge
Jaan Pyaari Nahin Hai Watan Se Humme
Marte Marte Sabhi Ko Bata Jaayenge
Aye Watan Aye Watan Aye Watan

Humne Tay Kar Liya Humne Li Hai Kasam
Khoon Se Apne Sichenge Hum Yeh Chaman
Humne Tay Kar Liya Humne Li Hai Kasam
Khoon Se Apne Sichenge Hum Yeh Chaman
Jaan Leke Hateli Pe Hum Chal Diye
Bandh Kar Sar Pe Nikle Hai Hum Yeh Kafan

Saas Hai Jab Talak Na Rukenge Kadam
Chal Pade Hai To Manzil Ko Paayenge
Jaan Pyaari Nahin Hai Watan Se Humme
Marte Marte Sabhi Ko Bata Jaayenge
Aye Watan Aye Watan Aye Watan
Aye Watan Aye Watan Aye Watan

Aye Watan Aye Watan Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Aye Watan Aye Watan, 23rd March 1931 Shaheed 2002 songs, related XYZ music and MP3 tracks.