logo
Dil dhadke nazar sharmaye MP3 SONG

Dil dhadke nazar sharmaye MP3 Song

Listen to Dil dhadke nazar sharmaye from Albela 1951. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Dil dhadke nazar sharmaye Category / Artist: Lata Mangeshkar Visit us
Dil dhadke nazar sharmaye Category / Artist: Lata Mangeshkar Save As

Dil dhadke nazar sharmaye Song Lyrics

Song Lyrics Title : Dil dhadke nazar sharmaye
Song Lyrics Movie : Albela 1951
Singers : Lata Mangeshkar
Song Lyricists : Rajendra Krishan
Music Composer : Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Director : Bhagwan Dada
Music Label : Saregama Music
Starring : Bhagwan Dada, Geeta Bali

mp3 songs

Dil dhadke nazar sharmaye
Dil dhadke nazar sharmaye
To samjho pyaar ho gaya, pyaar ho gaya
Dil dhadke nazar sharmaye
To samjho pyaar ho gaya, pyaar ho gaya
Raaton ko neend na aaye
To samjho pyaar ho gaya, pyaar ho gaya

O ankhiyan dil ko sapne dekhe paagal manwa dole
O meetha meetha dard uthe jab dil mein haule haule
Aur yaad kisi ki aaye, jiya bhar aaye
To samjho pyaar ho gaya, pyaar ho gaya
Dil dhadke nazar sharmaye
To samjho pyaar ho gaya, pyaar ho gaya

Chupke chupke mann mein laage armaanon ka mela
Koi kisi ki yaad mein dooba baitha rahe akela
Chupke chupke mann mein laage armaanon ka mela
Koi kisi ki yaad mein dooba baitha rahe akela
Tasveer si ik ban jaaye, nazar na aaye
To samjho pyaar ho gaya, pyaar ho gaya
Dil dhadke nazar sharmaye
To samjho pyaar ho gaya, pyaar ho gaya..

Posted by : {Anamika Tyagi}

Dil dhadke nazar sharmaye Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Dil dhadke nazar sharmaye, Albela 1951 songs, related Lata Mangeshkar music and MP3 tracks.