logo
Nain deewane ek nahi mane MP3 SONG

Nain deewane ek nahi mane MP3 Song

Listen to Nain deewane ek nahi mane from Afsar 1950. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Nain deewane ek nahi mane Category / Artist: Suraiya Visit us
Nain deewane ek nahi mane Category / Artist: Suraiya Save As

Nain deewane ek nahi mane Song Lyrics

Song Lyrics Title : Nain deewane ek nahi mane
Song Lyrics Movie : Afsar 1950
Singers : Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Song Lyricists : Pandit Narendra Sharma
Music Composer : Sachin Dev Burman
Music Director : Sachin Dev Burman
Director : Chetan Anand
Music Label : Saregama
Starring : Dev Anand

mp3 songs

Nain deewane ek nahin maane
Kare man maani maane naa
Huye hai paraaye man haar aaye
Man ka maram jaane naa
Jaane naa maane naa
Nain deewane ek nahin maane
Kare man maani maane naa
Nain deewane

Jaana naa jaana man hi naa jaana
Chitavan saawan banata nishaana
Kaisa nishaana kaisa nishaana
Man hi pahechaane naa
Maane naa maane naa
Nain deewane ek nahin maane
Kare man maani maane naa
Nain deewane

Jeevan beli kare athakheli
Jeevan beli kare athakheli
Maheke man ke bakul
Preet phool phoole jhulaa jhule
Chaheke man bul bul
Maheke man ke bakul
Man kyaa jaane kyaa hoga kal
Dhaar samay ki baheti pal pal
Jeevan chanchal jeevan chanchal
Din jaake phir aaye naa
Aaye naa aaye naa
Nain deewane ek nahin maane
Kare man maani maane naa
Nain deewane..

Posted by : {Anamika Tyagi}

Nain deewane ek nahi mane Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Nain deewane ek nahi mane, Afsar 1950 songs, related Suraiya music and MP3 tracks.