logo
Sau Baar MP3 SONG

Sau Baar MP3 Song

Listen to Sau Baar from Yamla Pagla Deewana 2011. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Sau Baar Category / Artist: Shreya Ghoshal Visit us
Sau Baar Category / Artist: Shreya Ghoshal Save As

Sau Baar Song Lyrics

Song lyrics title: Sau Baar
Song lyrics Film/Album: Yamla Pagla Deewana 2011
Singer(s): Shreya Ghoshal, Omar Nadeem

mp3 songs

Teri yeh aankhein mujhe bawra karein
Aankhon mein meri kai rang hai bhare
Sau baar yeh kahe dil
Ke aaja tujhe pyaar karein
Sau baar yeh kahe dil
Ke aaja tujhe pyaar karein
Oh meri humdum dil ki zara sun
Baahon mein aa bikhre
Sau baar yeh kahe dil
Ke aaja tujhe pyaar karein
Sau baar yeh kahe dil
Ke aaja tujhe pyaar karein

Aankhon mein dekha jo tune
Toh bata kya dekha
Haan maine hai naam tumhara surme se likha
Yeh surme ki dhaari, kare hai hoshiyari
Kya padhe kya na padhe
Sau baar yeh kahe dil
Ke aaja tujhe pyaar karein

Sau baar yeh kahe dil
Ke aaja tujhe pyaar karein

Tu toh sukoon hai mera
Main piya shor hoon
Haan pehle thi aur koi main
Ab koi aur hoon
Na tuhi badli hai, na main hi badla hoon
Badli hai bas nazrein
Sau baar yeh kahe dil
Ke aaja tujhe pyaar karein
Oh mer humdum dil ki zara sun
Baahon mein aa bikhre
Sau baar yeh kahe dil
Ke aaja tujhe pyaar karein
Sau baar, ke aaja, ke aaja tujhe pyaar karein
Ke aaja tujhe pyaar karein
Ke aaja tujhe pyaar karein...

Sau Baar Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Sau Baar, Yamla Pagla Deewana 2011 songs, related Shreya Ghoshal music and MP3 tracks.