logo
Aayega Koi Aayega MP3 SONG

Aayega Koi Aayega MP3 Song

Listen to Aayega Koi Aayega from Vadh 2002. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Aayega Koi Aayega Category / Artist: Sapana Awasthi Visit us
Aayega Koi Aayega Category / Artist: Sapana Awasthi Save As

Aayega Koi Aayega Song Lyrics

Song Lyrics : Aayega Koyi Aayega
Song Lyrics Movie or Album: Vadh 2002
Singer(s): Sapna Awasthi, Sunidhi Chauhan, Shankar Mahadevan

Lyrics

Chaand Si Surat Mool Si Rangat Lekar Jab Woh Aayega
nanni Munni Baaton Se Saara Ghar Mehkaayega
main Waari Jaaon Main Satke Jaaon Main Waari Jaaon
satke Jaaon Waari Jaaon
aayega Koyi Aayega Aayega Door Gagan Se Chalke
aayega Koyi Aayega Aayega Door Gagan Se Chalke
zindagi Ki Daastaan Mein Rang Bharne Ke Liye
dhadkano Mein Dhadkano Se Pyaar Karne Ke Liye
woh Jo Aayega To Har Pal Jagmagaya
aayega Koyi Aayega Aayega Door Gagan Se Chalke

neend Ke Sapne Khuli Aankhon Se Ab Dekhenge Hum
is Mohabbat Ke Khilone Se Sada Khelenge Hum
pehle Bete Tum Ho Woh To Dusra Hai Jaane Jaan
hai Dua Yuhi Hamesha Muskuraye Yeh Jaan
chaand Suraj Ban Ke Woh Dharti Sajayega
aayega Koyi Aayega Aayega Door Gagan Se Chalke
aayega Koyi Aayega Aayega Door Gagan Se Chalke
zindagi Ki Daastaan Mein Rang Bharne Ke Liye
dhadkano Mein Dhadkano Se Pyaar Karne Ke Liye
woh Jo Aayega To Har Pal Jagmagaya
aayega Koyi Aayega Aayega Door Gagan Se Chalke
aayega Koyi Aayega Aayega Koyi Aayega
aayega Koyi Aayega Aayega Koyi Aayega

woh Zameen Ka Chaand Ban Kar Chandni Felayega
pyaar Ban Kar Zindagi Ki Har Khushi Mehkayega
woh Sitaaron Ko Gagan Se Tod Ke Le Aayega
woh Hasega To Yeh Aangan Aasmaan Ho Jaaye Ga
maa Ki Lori Ban Pitaah Ka Khwaab Gaayega
aayega Koyi Aayega Aayega Door Gagan Se Chalke
aayega Koyi Aayega Aayega Door Gagan Se Chalke
zindagi Ki Daastaan Mein Rang Bharne Ke Liye
dhadkano Mein Dhadkano Se Pyaar Karne Ke Liye
woh Jo Aayega To Har Pal Jagmagaya
aayega Koyi Aayega Aayega Door Gagan Se Chalke
aayega Koyi Aayega Aayega Door Gagan Se Chalke
aayega Koyi Aayega Aayega Door Gagan Se Chalke

Aayega Koi Aayega Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Aayega Koi Aayega, Vadh 2002 songs, related Sapana Awasthi music and MP3 tracks.