logo
Dil Ne Dil Se kya MP3 SONG

Dil Ne Dil Se kya MP3 Song

Listen to Dil Ne Dil Se kya from Aaina 1993. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Dil Ne Dil Se kya Category / Artist: Nitin Mukesh Visit us
Dil Ne Dil Se kya Category / Artist: Nitin Mukesh Save As

Dil Ne Dil Se kya Song Lyrics

Song Lyrics : Dil Ne Dil Se Kya Kaha
Song Lyrics Movie or Album: Aaina (1993)
Singer(s): Nitin Mukesh
Music Director(s): Dilip Sen-Sameer Sen
Lyricist(s): Sameer

Lyrics

dil ne dil se kya kaha, sun jara sun jara
de raha hai kya sada, sun jara sun jara

(dil ne dil se kya kaha, sun jara sun jara
de raha hai kya sada, sun jara sun jara
mausam bahaaron ka aare aa, aare aa, aare aa) - (2)
dil ne dil se kya kaha, sun jara

pehali mulaakaat mein main toh teri ho gayi
tere hi khayaalon mein saathiya main kho gayi
chaahata hoon aaj main saare bhed khol du
abb talak na jo kaha aaj tujhase bol du
matlab ishaaron ka aare aa, aare aa, aare aa
dil ne dil se kya kaha, sun jara sun jara
de raha hai kya sada, sun jara

maang teri bhar du main, julf ko sawaar du
jitana tu kahe sanam utana tujhko pyaar du
tere mere pyaar ka ek naya sansaar ho
farsh ho armaano ka, sapano ki deewaar ho
aangan sitaaron ka aare aa, aare aa, aare aa
dil ne dil se kya kaha, sun jara sun jara
de raha hai kya sada, sun jara sun jara
mausam bahaaron ka aare aa, aare aa, aare aa
dil ne dil se kya kaha, sun jara sun jara
de raha hai kya sada, sun jara...

Posted by: {Anamika Tyagi}

Dil Ne Dil Se kya Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Dil Ne Dil Se kya, Aaina 1993 songs, related Nitin Mukesh music and MP3 tracks.