Aadmi azaad hai MP3 Song
Listen to Aadmi azaad hai from WelcomeTo Sajjanpur 2008. Use the player below to listen online or the available download link.
| Song | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| Aadmi azaad hai Category / Artist: Kailash Kher | Visit us | |
| Aadmi azaad hai Category / Artist: Kailash Kher | Save As |
Aadmi azaad hai Song Lyrics
Song Lyrics: Aadami Aazaad Hai
Song Lyrics Movie or Album: Welcome To Sajjanpur 2008
Singer(s): Kailash Kher
Music Director(s): Shantanu Moitra
Lyricist(s): Ashok Mishra
mp3 songs
aadami aazaad hai, desh bhi swatantra hai
raaja gaye raani gayi abb toh prajatantra hai
(jan ke liye, jan ke dwaara, janata ka raaj hai
prajatantra sabse bada, hum sabko naaz hai) - (2)
vote chhota sa magar shakti mein anant hai
abb toh prajatantra hai - (2)

aadami aazaad hai (jheeni jheeni jheeni jheeni re....)

(khil rahi thi kali kali, mehke thi gali gali
aap tabhi saanp huye, hum ho gaye chhipkali) - (2)
satta ki yeh bhuk vikat, aaj hai na ant hai
abb toh prajatantra hai - (2)
aadami aazaad hai

jheeni jheeni jheeni jheeni re....
(arre jiski laathi usaki bhains, saanp ne bana diya
hey note ki khan khan sunaake vote ko gunga kiya) - (2)
party fund yagya kund ghotaala matra hai

(aadami aazaad hai (jheeni jheeni jheeni jheeni)
desh bhi swatantra hai (jheeni jheeni jheeni jheeni)
raaja gaye raani gayi abb toh prajatantra hai) - (2)
Posted by : {Anamika Tyagi}