logo
Kadam Kadam Se Dil Se MP3 SONG

Kadam Kadam Se Dil Se MP3 Song

Listen to Kadam Kadam Se Dil Se from Char Dil Char Rahen 1959. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Kadam Kadam Se Dil Se Category / Artist: Mana Dey Visit us
Kadam Kadam Se Dil Se Category / Artist: Mana Dey Save As

Kadam Kadam Se Dil Se Song Lyrics

Song Lyrics : Kadam Kadam Se Dil Se Dil Mila Rahe Hain Ham
Song Lyrics Movie or Album: Char Dil Char Rahen 1959
Singer(s): Mukesh, Manna Dey
Music Director(s): Anil Biswas
Lyricist(s): Sahir Ludhiyanvi

Lyrics

sathee rey - (3)
kadam kadam se dil se dil mila rahe hain ham
watan me ek naya chaman khila rahe hain ham
kadam kadam se........

ham aaj ninv rakh rahe hain (uss nijam kee -2)
bike naa jindagee jahan (kisee gulam kee -2)
lute naa mehnate pise huye aawam kee
naa bhar sake tijoriya koyee haram kee, (sathee rey -2)
har ek unch nich ko mita rahe hain ham
kadam kadam se........

sathee rey bhayee rey
videshee lut kee jagah (ho desi lut kyon -2)
safed jhuth kee jagah (siyah jhuth kyon -2)
watan sabhee kaa hai toh phir watan me phut kyon
samaj key dushmano ko mil rahee hai chhut kyon
sathee rey bhayee rey
khulee sabha me yeh saval utha rahe hain ham
kadam kadam se........

sathee rey bhayee rey
hamare bajuo me (andhiyo kaa jor hai -2)
hamaree dhadakano me (badalo kaa shor hai -2)
hamare hath me watan kee bagador hai
naa bach key jaa sakenge jinake dil me chor hai
sathee rey bhayee rey
suno kee apna faisala suna rahe hain ham
kadam kadam se........

Kadam Kadam Se Dil Se Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Kadam Kadam Se Dil Se, Char Dil Char Rahen 1959 songs, related Mana Dey music and MP3 tracks.