logo
Sajda Mai Karoon Pyaar MP3 SONG

Sajda Mai Karoon Pyaar MP3 Song

Listen to Sajda Mai Karoon Pyaar from Bhool Bhulaiya 2007. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Sajda Mai Karoon Pyaar Category / Artist: K K Visit us
Sajda Mai Karoon Pyaar Category / Artist: K K Save As

Sajda Mai Karoon Pyaar Song Lyrics

Song Lyrics : Sajda Main Karuun Pyaar Ka Sajda
Song Lyrics Movie or Album: Bhool Bhulaiyaa
Singer(s): K. K.
Music Director(s): Pritam Chakraborty
Lyricist(s): Sameer

Lyrics

ye o ye o - 2, ye o, ye o, ye, ye o, o

(maaf karein, insaaf karein, rab ho na khafa
jaane jahaan se begaane jahaan se, abb main hoon juda
jaan liya hai maine, maan liya hai maine pyaar ki apana khuda
sajda, main karuun pyaar ka sajda, sajda, main karuun yaar ka sajda
sajda, karuun didaar ka sajda, sajda, main karuun pyaar ka sajda
ye o ye o - 2, ye o, ye o, ye, ye o, o) -2

har chaahat mannat si lage, mujhe duniya bhi jannat si lage
khwaabon mein bikhari jhalak se mila, main toh jamin palak se mila
hosh nahi hai abb hosh nahi, chaaya hai mujhpe nasha
sajda, main karuun pyaar ka sajda, sajda, main karuun yaar ka sajda
sajda, karuun didaar ka sajda, sajda, main karuun pyaar ka sajda

har afsaana nazar se bayaan mere ehsaas tarang jawaan?
aise jasbaaton se dil yeh mila, jaise viraano mein phool khila
saari fiza mein rava hai rava meri dhadkano ki sada
sajda, main karuun pyaar ka sajda, sajda, main karuun yaar ka sajda
sajda, karuun didaar ka sajda, sajda, main karuun pyaar ka sajda
ye o ye o - 2, ye o, ye o, ye, ye o, o
maaf karein, insaaf karein, rab ho na khafa
jaane jahaan se begaane jahaan se, abb main hoon juda
jaan liya hai maine, maan liya hai maine pyaar ki apana khuda
sajda, main karuun pyaar ka sajda, sajda, main karuun yaar ka sajda
sajda, karuun didaar ka sajda, sajda, main karuun pyaar ka sajda
ye o ye o - 2, ye o, ye o, ye, ye o, o

Sajda Mai Karoon Pyaar Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Sajda Mai Karoon Pyaar, Bhool Bhulaiya 2007 songs, related K K music and MP3 tracks.