logo
Assalam Walekum Walekum Assalam MP3 SONG

Assalam Walekum Walekum Assalam MP3 Song

Listen to Assalam Walekum Walekum Assalam from Aap Ka Suroor 2007. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Assalam Walekum Walekum Assalam Category / Artist: Himesh Reshamiya Visit us
Assalam Walekum Walekum Assalam Category / Artist: Himesh Reshamiya Save As

Assalam Walekum Walekum Assalam Song Lyrics

Song Lyrics : Assalam Walekum Walekum Assalam
Song Lyrics Movie or Album: Aap Ka Surroor - The Moviee
Singer(s): Himesh Reshammiya
Music Director(s): Himesh Reshammiya
Lyricist(s): Sameer

Lyrics

assalam walekum, walekum assalam - (4)
har insan ne kabhi na kabhi kisi na kisi se pyar kiya hai
maine, aap sabne, toh usi pyar ke nam zindagi kurban, mohatarama
(jab aaye samne najro ke tum (mohatarama)
honsho hawas mere ho jaye gum) - (2)
duaye karu, main sajda karu, yahi main kahu
assalam walekum, walekum assalam - 4) - (2)

assalam walekum, walekum assalam
teri kashish tadpati hai, dard-e-dil ye badhati hai
betabi ke aalam se, sehno ja yeh tarsati hai
awara armano ki manzil tum, deewane lamho ki ho mehfil tum - (2)
(mere jasbat mein tum ho rawa (mohatarama)
tum pe kurban hai dil ka jahan (mohatarama)) - (2)
duaye karu, main sajda karu, yahi main kahu
assalam walekum, walekum assalam - (2)

yadon ki tanhayi mein, jajbo ki gehrayi mein
ehsason ki sargarmi hai, tere khabo ki parchayi mein
dard-e-mohabbbat ka hai yeh jadu, betabiya hai meri bekabu - (2)
(tumse deewangi ka hai nasha (mohatarama)
pehele deedar se mein hu fida  (mohatarama)) - (2)
duaye karu, main sajda karu, yahi main kahu
assalam walekum, walekum assalam - (2)
mohatarama........

Assalam Walekum Walekum Assalam Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Assalam Walekum Walekum Assalam, Aap Ka Suroor 2007 songs, related Himesh Reshamiya music and MP3 tracks.