logo
Tarsaati Hai Tadpaati Hai MP3 SONG

Tarsaati Hai Tadpaati Hai MP3 Song

Listen to Tarsaati Hai Tadpaati Hai from Tera Mera Saath Rahen 2001. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Tarsaati Hai Tadpaati Hai Category / Artist: Alka Yagnik Visit us
Tarsaati Hai Tadpaati Hai Category / Artist: Alka Yagnik Save As

Tarsaati Hai Tadpaati Hai Song Lyrics

Song lyrics Title : Tarsaati Hai Tadpaati Hai
Song lyrics Movie/Album Name: TERA MERA SAATH RAHEN
Singer(s) : UDIT NARAYAN AND ALKA YAGNIK

 Lyrics --MALE--
Tarsaati hai, tadpaati hai
Deewana sa kar jaati hai
Ho, yaadon se keh do
Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai - 2
--FEMALE--
Tarsaati hai, tadpaati hai
Deewana sa kar jaati hai
Ho, yaadon se keh do
Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai - 2
Beeta sukh bhi dukh lagta hai
Jab yaadein aati hai
Haan, beeta sukh bhi dukh lagta hai
Jab yaadein aati hai
Bhooli bisri apni saari
Baatein dohraati hai
--MALE--
Aaj bhi meri saanson ko
Teri zulfein mahekaati hai
Lehraati hai, behlaati hai
Deewana sa kar jaati hai
--FEMALE--
Ho, yaadon se keh do
Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai - 2
Woh galiyan, woh ghar, woh manzar
Yaadon mein aate hain
Haan, woh galiyan, woh ghar, woh manzar
Yaadon mein aate hain
Yeh aansu, yeh dard-e-dil
Yaadon ki saugaatein hain
--MALE--
Door hai tu nazron se
Par mere saamne muskaati hai
Sharmaati hai, ghabraati hai
Deewana sa kar jaati hai
--FEMALE--
Haan, yaadon se keh do
Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai
--MALE--
Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai
--FEMALE--
Tarsaati hai, tadpaati hai
Deewana sa kar jaati hai
--MALE--
Ho, yaadon se keh do
Yaad kyoon aati hai
--FEMALE--
Yaad kyoon aati hai
--MALE--
Yaad kyoon aati hai
--FEMALE--
Yaad kyoon aati hai

Tarsaati Hai Tadpaati Hai Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Tarsaati Hai Tadpaati Hai, Tera Mera Saath Rahen 2001 songs, related Alka Yagnik music and MP3 tracks.