logo
Kal hum jis se mile MP3 SONG

Kal hum jis se mile MP3 Song

Listen to Kal hum jis se mile from Tumse Milke Wrong 2003. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Kal hum jis se mile Category / Artist: Kumar Sanu Visit us
Kal hum jis se mile Category / Artist: Kumar Sanu Save As

Kal hum jis se mile Song Lyrics

  Song Title : Kal Ham Jis Se Mile
 Movie/Album Name: WRONG NUMBER 2003
Singer(s) : ANURADHA PAUDWAL, KUMAR SANU

Lyrics Aa Aa Aa Aa

Kal Ham Jis Se Mile The Usne Hi Dil Ko Churaayaa
Dil Ki Dhadkanon Ne Aaj Ye Hamko Bataayaa
Haan Kal Ham Jis Se Mile The Usne Hi Dil Ko Churaayaa
Dil Ki Dhadkanon Ne Aaj Ye Hamko Bataayaa
Haan Aaj Ye Hamko Bataayaa

Aa Aa Aa

Ho Kuchh To Deevaanaa Kiyaa Aapne Kuchh Aapki Saadgi Ne
Ho Kaise Kahein Ham Ye Kyaa De Diyaa Hamko To Deevaangi Ne
Na Jaane Kyun Aaj Kahtaa Hai Man Achchha Nahin Itnaa Deevaanaapan
Achchha Nahin Itnaa Deevaanaapan
Tumne To Ek Bebasi Ko Bas Yaar Hanske Chhupaayaa
Dil Ki Dhadkanon Ne Aaj Ye Hamko Bataayaa
Ho Kal Ham Jis Se Mile The Usne Hi Dil Ko Churaayaa
Dil Ki Dhadkanon Ne Aaj Ye Hamko Bataayaa
Haan Aaj Ye Hamko Bataayaa

Dar Lag Rahaa Ab Nigaahon Se Bhi Dil Mein Chhupaa Lo Zaraa Tum
Kuchh Bhi Samajh Mein Nahin Aa Rahaa Hamko Sanbhaalo Zaraa Tum
Aise Na Sahmo Na Aise Daro Thodaa Yaqin Pyaar Pe To Karo
Thodaa Yaqin Pyaar Pe To Karo
O Ab Pyaar Ke Raaston Pe Phir Se Ye Dil Laut Aayaa
Dil Ki Dhadkanon Ne Aaj Ye Hamko Bataayaa
Kal Ham Jis Se Mile The Usne Hi Dil Ko Churaayaa
Dil Ki Dhadkanon Ne Aaj Ye Hamko Bataayaa
Aa

Aa Aa Aa Aa

Kal hum jis se mile Video Song

Video is not currently available for this track.

download mp3 song

download mp3 song

Explore: Kal hum jis se mile, Tumse Milke Wrong 2003 songs, related Kumar Sanu music and MP3 tracks.