Nazrein Mil Jati Hai MP3 Song
Listen to Nazrein Mil Jati Hai from Pyaar Kiya Nahin Jaata 2002. Use the player below to listen online or the available download link.
| Song | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| Nazrein Mil Jati Hai Category / Artist: Sonu Nigam | Visit us | |
| Nazrein Mil Jati Hai Category / Artist: Sonu Nigam | Save As |
Nazrein Mil Jati Hai Song Lyrics
Song Lyrics: Nazrein Mil Jaati Hain
Song Lyrics Movie or Album: Pyaar Kiya Nahin Jaata (2002)
Singer(s): Sonu Nigam, Chitra
Lyrics
--male--
o Ho Ho Ho, Aa Ha Ha Aa Aa Aa
eh Hey Hey, Eh Hey Hey Eh
--female--
nazrein Mil Jaati Hain, Dil Bhi Kho Jaata Hai - 2
--male--
jaane Anjaane Koi Apna Ho Jaata Hai
--female--
aisa Kyoon Hota Hai, Itna Bata De Koi
--male--
aisa Kyoon Hota Hai, Aisa Kyoon Hota Hai
--female--
nazrein Mil Jaati Hain, Dil Bhi Kho Jaata Hai
--male--
jaane Anjaane Koi Apna Ho Jaata Hai
--female--
chaahat Ki Laheron Mein Toofaani Halchal Hai Jaanam, O Jaanam
--male--
aise Mein Milne Ko Kehta Hai Satrangi Mausam, Yeh Mausam
--female--
aa, Pyaar Mein Kuch Na Kisi Se Kahe Hum
--male--
bas Yun Mile, Na Ho Mohabbat Kabhi Kam
--female--
jaage, Jaage
jaage Jaage Armaan Dil Ke
tujh Mein Samaake Mohabbat Jalaane Lage
--male--
mera Deewanapan Mujhko Tarsaata Hai
--female--
reh Reh Dil Ko Koi Paagal Kar Jaata Hai
--male--
har Ek Nazaare Mein Dekhoon Tumhaara Hi Chehra, Yeh Chehra
--female--
hone Laga Hai Mohabbat Ka Rang Aur Gehra, Rang Gehra
--male--
aa Jhoom Le, Pal Yeh Nahin Intezaar Ka
--female--
tum Paas Ho, De Do Nasha Ab Qaraar Ka
--male--
tum Jo Bolo
tum Jo Bolo Hum Voh Maane
bas Pyaar Ka Yaar Ikraar Ban Jaaye Hum
--female--
ek Pal Mein Sadiyon Ka Hamdam Ban Jaata Hai