logo
Dekhte dekhte kya se MP3 SONG

Dekhte dekhte kya se MP3 Song

Listen to Dekhte dekhte kya se from Paagalpan 2001. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Dekhte dekhte kya se Category / Artist: Chitra Singh Visit us
Dekhte dekhte kya se Category / Artist: Chitra Singh Save As

Dekhte dekhte kya se Song Lyrics

Title : Dekhte dekhte kya se kya ho gaya
Movie/Album Name: PAAGALPAN
Singer(s) : SHREENIVAS AND CHITRA

Lyrics:

--MALE--
Dekhte dekhte kya se kya ho gaya

Dekhte dekhte kya se kya ho gaya
Baawafa pyaar bhi bewafa ho gaya
Bewajaa hai mili yeh mujhko sazaa
Dekhte dekhte kya se kya ho gaya
Baawafa pyaar bhi bewafa ho gaya

Bikhre mere armaan hai
Seene mein tooti hai saansein
Zakhmi hai dil halaat se
Ashkon se bheegi hai aankhein
Soone mere din, bechain hai meri raatein

--FEMALE--
Bewafa, bewafa, main nahin bewafa
Yeh haqeeqat hai kya, jaanta hai khuda
Kya meri bebasi, na tujhko pataa
Bewafa, bewafa, main nahin bewafa
Yeh haqeeqat hai kya, jaanta hai khuda

--MALE--
Aah, aah, aah, aah aah aah aah

--FEMALE--
Tu har ghadi yaadon mein hai
Kaise tujhe main bhulaaoon
Kya hai meri majbooriyaan
Kaise tujhe main bataaoon
Jeena mushkil, tanha to mar bhi na paaoon

--MALE--
Dekhte dekhte kya se kya ho gaya
Baawafa pyaar bhi bewafa ho gaya
Bewajaa hai mili yeh mujhko sazaa

--FEMALE--
Bewafa, bewafa, main nahin bewafa

--MALE--
Baawafa pyaar bhi bewafa ho gaya

--FEMALE--
Bewafa, bewafa, main nahin bewafa

--MALE--
Dekhte dekhte kya se kya ho gaya

Dekhte dekhte kya se Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Dekhte dekhte kya se, Paagalpan 2001 songs, related Chitra Singh music and MP3 tracks.