logo
Nazar Nazar Mein Haale Dil MP3 SONG

Nazar Nazar Mein Haale Dil MP3 Song

Listen to Nazar Nazar Mein Haale Dil from Hathyar 2002. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Nazar Nazar Mein Haale Dil Category / Artist: Asha Bhosle Visit us
Nazar Nazar Mein Haale Dil Category / Artist: Asha Bhosle Save As

Nazar Nazar Mein Haale Dil Song Lyrics

Song Title : Nazar Nazar Mein Haale Dil
Movie/Album Name: HATHYAR
Singer(s) : ASHA BHOSLE, MOHAMMAD SALAMAT

Lyrics:

ASHA BHOSLE
nazar nazar mein haale dil ka pata chalta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
nazar nazar mein haale dil ka pata chalta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
yeh baat sach hain dil pe zor kaha chalta hain - 3
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain

ASHA BHOSLE
(dil sekdo hain jinmein dil ek hain nishana
tera bhi dil deewana mera bhi dil deewana) - 2
yeh teer hain nazar ka jaane kaha lagega
rab jaane aaj kisika naseeba jagega
(shama se bachke yeh parwana kaha jalta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain) - 2

ASHA BHOSLE
(tumko bhi yeh pata hain hamko bhi yeh pata hain
yeh pyar ki umar hain yeh pyar ka nasha hain) - 2

MOHAMMAD SALAMAT
kyo dil ko ham sataye kyo dil ko ham jalaye
woh pyar ke zamane ham kaise bhool paye

ASHA BHOSLE
aaisa mauka haseen roj kaha milta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
nazar nazar mein haale dil ka pata chalta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
yeh baat sach hain dil pe zor kaha chalta hain - 3
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain

Posted by : Ravi Sahu

Nazar Nazar Mein Haale Dil Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Nazar Nazar Mein Haale Dil, Hathyar 2002 songs, related Asha Bhosle music and MP3 tracks.