logo
Ajnabi Hawayein Bekarar Baahein MP3 SONG

Ajnabi Hawayein Bekarar Baahein MP3 Song

Listen to Ajnabi Hawayein Bekarar Baahein from Shaapit 2010. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Ajnabi Hawayein Bekarar Baahein Category / Artist: Shreya Ghoshal Visit us
Ajnabi Hawayein Bekarar Baahein Category / Artist: Shreya Ghoshal Save As

Ajnabi Hawayein Bekarar Baahein Song Lyrics

Song lyrics: Ajanabi Hawaayein Bekaraar Baahein
Song lyrics Movie or Album: Shaapit
Singer(s) : Shreya Ghoshal

song Lyrics

Aa ja, aa ja.....
Ajanabi hawaayein bekaraar baahein, aa....
Aa.... Aa aa aa aa aa......
Ajanabi hawaayein bekaraar baahein
De rahi sadaayein aaja aaja
Majilon ki raahein, chaahaton ki baahein
Phir tujhe bulaaye aaja aaja
Tu aaja, tu aaja ragon mein sama ja
Pukaare tanaha dil tu aaja
Ajanabi hawaayein bekaraar baahein
De rahi sadaayein aaja aaja

Kaante se bhi kate na duriyon kepal
Teri justaju hai meri bebasi ka hal
Hoga hoga hamaare khaabon ka milan
Keh rahi hai tere mere jakhmon ki jalan
Ishq pe hai yakin, darr mujhe kuchh nahi
Tu aaja, tu aaja ragon mein sama ja
Pukaare tanaha dil tu aaja
Ajanabi hawaayein bekaraar baahein
De rahi sadaayein aaja aaja

Dhundein tujhe abb toh tanhaayiya meri
Pichhe pichhe main aage parchhaayiya teri
Kaise kaise tutegi yaadon ki kadi
Saanson se bandhi hai teri saanson ki ladi
Jindagi yeh meri hai amaanat teri
Tu aaja, tu aaja ragon mein sama ja
Pukaare tanaha dil tu aaja
Ajanabi hawaayein bekaraar baahein
De rahi sadaayein aaja aaja
Majilon ki raahein, chaahaton ki baahein
Phir tujhe bulaaye aaja aaja

Ajnabi Hawayein Bekarar Baahein Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Ajnabi Hawayein Bekarar Baahein, Shaapit 2010 songs, related Shreya Ghoshal music and MP3 tracks.