logo
Kaisi Hai Yeh Udaasi Chhaayi MP3 SONG

Kaisi Hai Yeh Udaasi Chhaayi MP3 Song

Listen to Kaisi Hai Yeh Udaasi Chhaayi from Karthik Calling Karthik 2010. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Kaisi Hai Yeh Udaasi Chhaayi Category / Artist: Kailash Kher Visit us
Kaisi Hai Yeh Udaasi Chhaayi Category / Artist: Kailash Kher Save As

Kaisi Hai Yeh Udaasi Chhaayi Song Lyrics

Song lyrics: Kaisi Hai Yeh Udaasi Chhaayi
Song lyrics Movie or Album: Karthik Calling Karthik
Singer(s) : Kailash Kher
new song

song Lyrics

Kaisi hai yeh udaasi chhaayi mere dil
kaisi gehari hai yeh tanhaayi mere dil
raahon mein yaadon ki khaamoshi barse
aankhon mein jo ghum hai aansu ko tarase
yeh bata yeh kyun huwa
bujh gaya kyun har diya
kaisi hai yeh udaasi chhaayi mere dil

Ho jo bhi mila woh kho gaya
tujhako pata hai, aisa hi sada hota hai
jaana hi tha woh jo gaya
dil tu akela aise kyun bhala rota hai
bhule jo hai tujhako abb unako bhul ja tu bhi
warna mere saath yaadon ke jakhm kha tu bhi
maan ja ai dil mere, bhul ja shikawe gile
kaisi hai yeh udaasi chhaayi

Ho tu hi bata ai dil mere
maine toh hamesha tera hi kaha maana hai
kyun hai mujhe yeh ghum ghere
mujhe umrr bhar kya bas yahin saja paana hai
sapane boye maine aur dard maine hai kaante
gaaye geet maine aur paaye maine sannaate
aaraju na kam hai, suni si har shaam hai
kaisi hai yeh udaasi chhaayi mere dil
kaisi gehari hai yeh tanhaayi

Kaisi Hai Yeh Udaasi Chhaayi Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Kaisi Hai Yeh Udaasi Chhaayi, Karthik Calling Karthik 2010 songs, related Kailash Kher music and MP3 tracks.