logo
Yado ki barat lata MP3 SONG

Yado ki barat lata MP3 Song

Listen to Yado ki barat lata from Dil Vil Pyar Vyar 2002. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Yado ki barat lata Category / Artist: Lata Mangeshkar Visit us
Yado ki barat lata Category / Artist: Lata Mangeshkar Save As

Yado ki barat lata Song Lyrics

Song Title : Yaadon Ki Baaraat
Movie/Album Name: DIL VIL PYAR VYAR
Singer(s) : KUMAR SANU

Lyrics:

Yaadon ki baaraat nikli hai aaj
Dil ke dwaare, dil ke dwaare
Sapnon ki shehnaai beete dinon ko pukaare
Dil ke dwaare
O, chhedo taraane milan ke
Pyaare pyaare sang hamaare
Yaadon ki baaraat nikli hai aaj
Dil ke dwaare, dil ke dwaare
Badle na apna yeh aalam kabhi
Jeevan mein bichhdenge na hum kabhi
O, badle na apna yeh aalam kabhi
Jeevan mein bichhdenge na hum kabhi
Yun bhi jaaoge aakhir kahan hoke hamaare, haan
Yaadon ki baaraat nikli hai aaj
Dil ke dwaare, dil ke dwaare
Sapnon ki shehnaai beete dinon ko pukaare
Dil ke dwaare
Aage bhi hoga jo uska karam
Yeh din to manaayenge har saal hum
O, aage bhi hoga jo uska karam
Yeh din to manaayenge har saal hum
Apne aangan naache gaayenge chanda sitaare, haan
Yaadon ki baaraat nikli hai aaj
Dil ke dwaare, dil ke dwaare
Sapnon ki shehnaai beete dinon ko pukaare
Dil ke dwaare
O, chhedo taraane milan ke
Pyaare pyaare sang hamaare
Yaadon ki baaraat nikli hai aaj
Dil ke dwaare, dil ke dwaare

(Yaadon ki baaraat nikli hai aaj
Dil ke dwaare, dil ke dwaare) - 2

Yado ki barat lata Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Yado ki barat lata, Dil Vil Pyar Vyar 2002 songs, related Lata Mangeshkar music and MP3 tracks.