logo
Deva ho deva MP3 SONG

Deva ho deva MP3 Song

Listen to Deva ho deva from Humse badhkar kaun 1981. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Deva ho deva Category / Artist: Shri Ganesh Bhakti Song Visit us
Deva ho deva Category / Artist: Shri Ganesh Bhakti Song Save As

Deva ho deva Song Lyrics

Song lyrics title :  Deva ho deva
Song lyrics movie : Humse badhkar kaun (1981)
Singer : Rafi, Asha Bhonsle,Shailendra Singh,Bhupinder Singh, Sapan Chakravarty,

Mp3 song lyrics

Vakratunda Mahakaya,
Suryakoti Samprabha
Nirvighnam
Kuru Me Deva
Sarva Kareshu
Sarvada
Ganpati bappaa moryaa,
mangal moorti moryaa
Ganpati bappaa moryaa,
mangal moorti moryaa
morya re bappa morya re
morya re bappa morya re
devaa ho devaa
Ganpati devaa
tumse badhkar kaun
swaami tumse badhkar kaun
devaa ho devaa
Ganpati devaa
tumse badhkar kaun
swaami tumse badhkar kaun
aur tumhaare bhaktjanon mein
hamse badhkar kaun
hamse badhkar kaun
haay
devaa ho devaa
Ganpati devaa
tumse badhkar kaun
swaami tumse badhkar kaun
adbhut roop ye kaayaa bhaari
mahimaa badi hai darshan ki
Prabhu mahimaa badi hai darshan ki
bin maange poori ho jaaye
jo bhi ichchhaa ho man ki
prabhu jo bhi ichchhaa ho man ki
ho ho ho ho
jo bhi ichchhaa ho man ki
Ganpati bappaa moryaa,
mangal moorti moryaa
devaa ho devaa
Ganpati devaa
tumse badhkar kaun
swaami tumse badhkar kaun
aur tumhaare bhaktjanon mein
hamse badhkar kaun
haan
hamse badhkar kaun
devaa ho devaa
Ganpati devaa
tumse badhkar kaun
swaami tumse badhkar kaun
chhoti si aashaa laayaa hoon
chhote se man mein daataa
is chhote se man mein daataa
maangne sab aate thhe pehle
sachchaa bhakt hi hai paataa
Prabhu sachchaa bhakt hi hai paataa
ho ho ho ho
sachchaa bhakt hi hai paataa
Ganpati bappaa moryaa,
mangal moorti moryaa
devaa ho devaa
Ganpati devaa
tumse badhkar kaun
swaami tumse badhkar kaun
aur tumhaare bhaktjanon mein
hamse badhkar kaun
haan
hamse badhkar kaun
devaa ho devaa
Ganpati devaa
tumse badhkar kaun
swaami tumse badhkar kaun
bhakton ki is bheed mein aise
bagulaa bhagat bhi milte hain
haan bagulaa bhagat bhi milte hain
bhes badal kar ke bhakton kaa
jo bhagwaan ko chhalte hain
arre jo bhagwaan ko chhalte hain
ho ho ho ho
jo bhagawaan ko chhalte hain
Ganpati bappaa moryaa,
mangal moorti moryaa
devaa ho devaa
Ganpati devaa
tumse badhakar kaun
swaami tumse badhkar kaun
aur tumhaare bhaktjanon mein
hamse badhkar kaun
haan hamse badhkar kaun
devaa ho devaa
Ganpati devaa
tumse badhkar kaun
swaami tumse badhkar kaun
ek daal ke phoolon kaa bhi
alag alag hai bhaagy rahaa
prabhu alag alag hai bhaagy rahaa
dil mein rakhnaa dar uskaa
mat bhool vidhaataa jaag rahaa
mat bhool vidhaataa jaag rahaa
ho ho ho ho ho ho
mat bhool vidhaataa jaag rahaa
Ganpati bappaa moryaa,
mangal moorti moryaa
devaa ho devaa
Ganpati devaa
tumse badhkar kaun
swaami tumse badhkar kaun
aur tumhaare bhaktjanon mein
hamse badhkar kaun
haan hamse badhkar kaun
he
devaa ho devaa
Ganpati devaa
tumse badhkar kaun
swaami tumse badhkar kaun
devaa ho devaa
Ganpati devaa
tumse badhkar kaun
swaami tumse badhkar kaun
devaa ho devaa
Ganpati devaa
tumse badhkar kaun
swaami tumse badhkar kaun
devaa ho devaa
Ganpati devaa
tumse badhkar kaun
swaami tumse badhkar kaun

Deva ho deva Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Deva ho deva, Humse badhkar kaun 1981 songs, related Shri Ganesh Bhakti Song music and MP3 tracks.