logo
Bhiya Mere Fauji Re MP3 SONG

Bhiya Mere Fauji Re MP3 Song

Listen to Bhiya Mere Fauji Re from Tulsi 1985. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Bhiya Mere Fauji Re Category / Artist: XYZ Visit us
Bhiya Mere Fauji Re Category / Artist: XYZ Save As

Bhiya Mere Fauji Re Song Lyrics

Song Lyrics Title : Bhiya Mere Fauji Re
Song Lyrics Movie : Tulsi (1985)

mp3 songs

hamar fauji hamar bhaiya
bhaiya mere fauji re
re bhaiya mere fauji re
tohe fauj me rona tha
tohe fauj me rona tha
to kahe laya bahuji re
ho tu hai manmauji re
tohe sidha karne ko
tohe sidha karne ko
mai laya teri bahuji re
mai laya teri bahuji re

tumhare jatan se hamne ye angana paya
tumhare jatan se hamne ye angana paya
jiwan bhar na utrega tumne jo karz chadaya
jiwan bhar na utrega tumne jo karz chadaya
likhe hue nate hai
sab likhe hue nate hai
kuch log milane ka
ho kuch log milane ka
bahana ban jate hai
bahana ban jate hai

is angana me bani rahe tulsi ki chaya
is angana me bani rahe tulsi ki chaya
bahuji tumne to do hi din me
palti ghar ki kaya
bahuji tumne to do hi din me
palti ghar ki kaya
man yahi mange parbhu se
man yahi mange parbhu se
ram lakshman ki jodi ko
dono bhaiyo ki jodi ko
najar nahi lage re
najar nahi lage re

bhaiya o bhaiya bahuji ko na bisrana
bhaiya o bhaiya bahuji ko na bisrana
dusman ki chhuti karke tum jaldi ghar aa jana
dusman ki chhuti karke tum jaldi ghar aa jana
hame ab kya dar hai
hame ab kya dar hai
jab bahuji ki raksha ko
jab bahuji ki raksha ko
re tere jaisa dewar hai
re tere jaisa dewar hai
sara jag apna hai
sara jag apna hai
par un ko na tarsana
par un ko na tarsana
jin akho ka tu sapna hai
jin akho ka tu sapna hai

Posted by: {Anju}

Bhiya Mere Fauji Re Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Bhiya Mere Fauji Re, Tulsi 1985 songs, related XYZ music and MP3 tracks.