logo
Pariyon Ki Nagri Se MP3 SONG

Pariyon Ki Nagri Se MP3 Song

Listen to Pariyon Ki Nagri Se from Shehzada 1972. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Pariyon Ki Nagri Se Category / Artist: Lata Mangeshkar Visit us
Pariyon Ki Nagri Se Category / Artist: Lata Mangeshkar Save As

Pariyon Ki Nagri Se Song Lyrics

Song Lyrics Title = Pariyon Ki Nagri Se
Song Lyrics Movie = Shehzada 1972
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Rahul Dev Burman, Rajendra Krishan
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = K. Shankar
Music Label = Saregama
Starring = Rajesh Khanna, Rakhee Gulzar, Veena,
Karan Dewan, Pandharibai, Sunder, Mohan Choti

mp3 songs

((Pariyo ki nagri se
Aaya chunumunu pyara
Sundar mukhda chand ka
Tukda sabka raz dulara
Pariyo ki nagri se
Aaya chunumunu pyara
Sundar mukhda chand ka
Tukda sabka raz dulara

Phulo ki palni me jhule
Chhota sa shehajada
Phulo ki palni me jhule
Chhota sa shehajada
O bholi bhali surta se
Mat samjho sidha sadha
Thodi thodi aankhe khole
Abhi se kare ishara pariyo ki
Pariyo ki nagri se
Aaya chunumunu pyara
Sundar mukhda chand ka
Tukda sabka raz dulara

Bachpan itna natkhat hai
To kaisi hogi jawani
Bachpan itna natkhat hai
To kaisi hogi jawani
Haye dekhegi jo ek nazar
Ho jayegi diwani
Jane kis kis ka dil tode
Pyar ka ye banjara pariyo ki
Pariyo ki nagri se
Aaya chunumunu pyara
Sundar mukhda chand ka
Tukda sabka raz dulara

Motar to kya udan khtola
Dadi ma le degi
Motar to kya udan khtola
Dadi ma le degi
Ho mal khajana mahal madiya
Sab isko de degi
Sare jag ka chanda
Dadi ki ankhiyan ka tara pariyo ki
Pariyo ki nagri se
Aaya chunumunu pyara
Sundar mukhda chand ka
Tukda sabka raz dulara.))

Posted by : {Akanksha shukla}

Pariyon Ki Nagri Se Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Pariyon Ki Nagri Se, Shehzada 1972 songs, related Lata Mangeshkar music and MP3 tracks.