logo
Mai Tera Raja Hoon MP3 SONG

Mai Tera Raja Hoon MP3 Song

Listen to Mai Tera Raja Hoon from Teri Talash Mein 1990. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Mai Tera Raja Hoon Category / Artist: Amit Kumar Visit us
Mai Tera Raja Hoon Category / Artist: Amit Kumar Save As

Mai Tera Raja Hoon Song Lyrics

Song Lyrics Title = Mai Tera Raja Hoon
Song Lyrics Movie = Teri Talash Mein (1990)
Singers = Alka Yagnik, Amit Kumar
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Naresh Sharma
Music Director = Naresh Sharma
Director = Vinod Talwar
Music Label = T-Series
Starring = Amala Akkineni, Rana Jung Bahadur, Rita Bhadur,
Birbal, Anita Chopra, Anil Dhawan, Sunil Dhawan
Release on = 14th December, 1990

mp3 songs

Main tera raja hoon tu meri rani
Khil ke mehkane lagi hai jawani
Mujhko zara dekh mud ke deewani
Gair nahi tera deewana hai
Baaho mein aaja sharma ke na ja
Baaho mein aaja sharma ke na ja
Mausam bada hi suhana hai

Kaisa deewana kaha ki deewani
Kahe banata hai jhuthi kahani
Tujhko na dungi main pyar ki nishani
Khel nahi dil ka lagana hai
Bhawaro ke raja ja dur na ja ja
Bhawaro ke raja ja dur na ja ja
Mujhe nahi baato mein aana hai
Main tera raja hoon tu meri rani
Kaisa deewana kaha ki deewani

Chatak matak choli chatak
Pehan ke tu aayi
Satak satak yaha se satak
Bhatak na har jayi
Jhatak jhatak zulfen jhatak
Jaaye kaha matwali
Latak latak dekhe mujhe kyu
Raste chhodo mawali
Main tera dil wala
Dil tera hai kala
Maine tujhe khub jana hai

Main tera raja hoon tu meri rani
Kahe banata hai jhuthi kahani
Mujhko zara dekh mud ke deewani
Khel nahi dil ka lagana hai
Baaho mein aaja ja dur na ja ja
Baaho mein aaja ja dur na ja ja
Mujhe nahi baato mein aana hai
Main tera raja hoon tu meri rani
Kaisa deewana kaha ki deewani

Pakad pakad pallu na pakad
Dungi main to duhayi
Akad akad aise na akad
Chhodu na main kalayi
Jhakad jhakad mujhe na jhakad
Raaho mein pa ke akale
Bigad bigad ab na bigad
Baaho mein mujhe tu lele
Kahe tu are mane na
Hey mujhko tu hey hey jaane na
Pyar mera barso purana hai
Kaisa deewana kaha ki deewani
Kahe banata hai jhuthi kahani
Tujhko na dugi mai pyar ki nisani
Khel nahi dil ka lagana hai
Bhawro ke raja ja dur na ja ja
Bhawro ke raja ja dur na ja ja
Mujhe nahi baato mein aana hai

Main tera raja hoon tu meri rani
Khil ke mehkane lagi hai jawani
Mujhko zara dekh mud ke deewani
Gair nahi tera deewana hai
Baaho mein aaja sharma ke na ja
Baaho mein aaja sharma ke na ja
Mausam bada hi suhana hai
Main tera raja hoon tu meri rani
Kaisa deewana kaha ki deewani......

Posted by : {Anamika Tyagi}

Mai Tera Raja Hoon Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Mai Tera Raja Hoon, Teri Talash Mein 1990 songs, related Amit Kumar music and MP3 tracks.