logo
Aag Laga Ke Chale MP3 SONG

Aag Laga Ke Chale MP3 Song

Listen to Aag Laga Ke Chale from Pathreela Raasta 1995. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Aag Laga Ke Chale Category / Artist: Sudesh Bhosle Visit us
Aag Laga Ke Chale Category / Artist: Sudesh Bhosle Save As

Aag Laga Ke Chale Song Lyrics

Song Lyrics Title = Aag Laga Ke Chale Ho Kahan
Song Lyrics Movie = Pathreela Raasta (1995)
Singer =  Sudesh Bhosle, Alisha Chinai
Film Director = Ajay Kashyap

Mp3 Song Lyrics

((aag laga ke chale ho kahan paas to aao ae jaane jaa
aag laga ke chale ho kahan paas to aao ae jaane jaa
kehne ko mausam barfila hai kehne ko mausam barfila hai
saason se dekho nikale dhuaa...

shaam ka suraj dhalne laga timtima rahi hain bastiya
shaam ka suraj dhalne laga timtima rahi hain bastiya
aaj agar main reh gayi aaj agar main reh gayi 
hardum padega rukna yaha
aag laga ke chale ho kahan paas to aao ae jaane jaa
shaam ka suraj dhalne laga timtima rahi hain bastiya...

dekho tumko yaar hai roka pehli baar hai
is tarah na tarsaao pehla pehla pyaar hai
dekho tumko yaar hai roka pehli baar hai
is tarah na tarsaao pehla pehla pyaar hai
baaho mein teri duniya meri baaho mein teri duniya meri
kadmo mein tere mera jaha
aag laga ke chale ho kahan paas to aao ae jaane jaa
shaam ka suraj dhalne laga timtima rahi hain bastiya...

dekhke teri nazar ho rahi hu bekhabar
accha to lag raha fir bhi lag raha hai dar
dekhke teri nazar ho rahi hu bekhabar
accha to lag raha fir bhi lag raha hai dar
jaane kidhar leke chala jaane kidhar leke chala
rangin khwabo ka ye karwa
shaam ka suraj dhalne laga timtima rahi hain bastiya
aag laga ke chale ho kahan paas to aao ae jaane jaa...

aao to fir ghum le masti mein hum fir jhum le
kar bahana mausam ka labo ko chum le
aao to fir ghum le masti mein hum fir jhum le
kar bahana mausam ka labo ko chum le
pyaar ke sagar ka ant nahi pyaar ke sagar ka ant nahi 
kitna gehra hai roop ka kuaa
shaam ka suraj dhalne laga timtima rahi hain bastiya
aag laga ke chale ho kahan paas to aao ae jaane jaa
aaj agar main reh gayi aaj agar main reh gayi
hardum padega rukna yaha...))

Posted by : {Soni Kumari}

Aag Laga Ke Chale Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Aag Laga Ke Chale, Pathreela Raasta 1995 songs, related Sudesh Bhosle music and MP3 tracks.