logo
Din Raat Badalte Hai MP3 SONG

Din Raat Badalte Hai MP3 Song

Listen to Din Raat Badalte Hai from Naya Sansar 1959. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Din Raat Badalte Hai Category / Artist: Hemant Kumar Visit us
Din Raat Badalte Hai Category / Artist: Hemant Kumar Save As

Din Raat Badalte Hai Song Lyrics

Song Lyrics Title : Din Raat Badalte Hai
Song Lyrics Movie : Naya Sansar (1959)
Singer:Hemant Kumar
Music By:Chitragupt
Lyricist:Rajinder Krishan

mp3 songs

din raat badalte hain
haalaat badalte hain
saath saath mausam ke
phool aur paat badalte hain
ho din raat badalte hain
haalaat badalte hain
saath saath mausam ke
phool aur paat badalte hain
ho din raat badalte hain

kabhi hameshaa dhoop rahi
na sadaa rahi kabhi chhaanv
ek jagah par kabhi ruke naa
waqt ke chalte paanv
baske ujadte ujadke baste
dekhen kitne gaanv
arre din raat badalte hain
haalaat badalte hain
saath saath mausam ke
phool aur paat badalte hain
ho din raat badalte hain

beet hi jaayegi patjhad
phir aayegi hariyaali
aaj hai jo daali sooni
kal hogi phoolon waali
kaun chandaniyaa ko poochhe
jo na ho ratiyaan kaali
arre din raat badalte hain
haalaat badalte hain
saath saath mausam ke
phool aur paat badalte hain
ho din raat badalte hain

ye jeewan ek bahti nadiyaa
dukh sukh iske rele
phool ki aashaa karnewaale
pahle kaante le le
kyaa jaane wo khushi ki keemat
jo na dard se khele
arre din raat badalte hain
haalaat badalte hain
saath saath mausam ke
phool aur paat badalte hain
ho din raat badalte hain

Din Raat Badalte Hai Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Din Raat Badalte Hai, Naya Sansar 1959 songs, related Hemant Kumar music and MP3 tracks.