logo
Ab To Nahi Duniya MP3 SONG

Ab To Nahi Duniya MP3 Song

Listen to Ab To Nahi Duniya from Nadaan 1943. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Ab To Nahi Duniya Category / Artist: NoorJahan Visit us
Ab To Nahi Duniya Category / Artist: NoorJahan Save As

Ab To Nahi Duniya Song Lyrics

Song Lyrics Title = Ab To Nhi Duniya Me
Song Lyrics Movie = Nadaan 1943
Singers = Noor Jehan
Song Lyricists = N/A
Music Composer = Datta Korgaonkar
Starring = Aman, Jehan, Masood

mp3 songs

Ab to nahi duniya me kahi apna thikana
Dushman hai zamana
Dushman hai zamana
Ab to nahi duniya me kahi apna thikana
Dushman hai zamana
Dushman hai zamana

Ab kisse kahe kaun sune apna fasana
Dushman hai zamana
Ab kisse kahe kaun sune apna fasana
Dushman hai zamana

Halat ke sitam se lachar hue hai
Halat ke sitam se lachar hue hai
Ab kisse kahe kaun sune apna fasana
Dushman hai zamana
Ab kisse kahe kaun sune apna fasana
Dushman hai zamana

Halat ke sitam se lachar hue hai
Halat ke sitam se lachar hue hai
Sab kaam tumhare bina dushwar hue hai
Sab kaam tumhare bina dushwar hue hai
Lekin abhi tak muh se aah na bharenge
Lekin abhi tak muh se aah na bharenge
Sab sehte rahenge
Ban jayenge sabke zulmo ka nishana
Dushman hai zamana
Ab to nahi duniya me kahi apna thikana
Dushman hai zamana
Dushman hai zamana......

Posted by : {Anamika Tyagi}

Ab To Nahi Duniya Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Ab To Nahi Duniya, Nadaan 1943 songs, related NoorJahan music and MP3 tracks.