logo
Mai Unki Ban Jaoon Re MP3 SONG

Mai Unki Ban Jaoon Re MP3 Song

Listen to Mai Unki Ban Jaoon Re from Hamari Baat 1943. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Mai Unki Ban Jaoon Re Category / Artist: XYZ Visit us
Mai Unki Ban Jaoon Re Category / Artist: XYZ Save As

Mai Unki Ban Jaoon Re Song Lyrics

Song Lyrics Title = Mai Unki Ban Jaoon Re
Song Lyrics Movie = Hamari Baat (1943)
Singers = Parul Ghosh
Song Lyricists = Pandit Narendra Sharma
Music Composer = Anil Krishna Biswas
Director = M.I. Dharamsey
Music Label = Saregama
Starring = Devika Rani, Suraiya, David Abraham

mp3 songs

Main unki ban jaaun re
Main unki ban jaaun re
Main unki ban jaaun re
Main unki ban jaaun
Pal chhin unaka panth nihaarun
Nainan dip jalaayun
Main nainan dip jalaayun
Main unki ban jaaun re
Main unki ban jaaun

Khadi rahi hun main piya ke path mein
Aaye wo aaye wo chanda ke rath mein
Khadi rahi hun main piya ke path mein
Aaye wo aaye wo chanda ke rath mein
Main man hi man mand lagaayun
Main man hi man mand lagaayun
Dur khadi sharamaayun
Main dur khadi sharamaayun
Main unki ban jaaun re
Main unki ban jaaun re
Main unki ban jaaun

Main solah singaar karungi
Aaye ri sakhi
Aaye ri sakhi main pee ko kahungi
Main solah singaar karungi
Bhole man ke aramaanon ki
Jayamaala pahanaayun
Bhole man ke aramaanon ki
Jayamaala pahanaayun
Main jayamaala pahanaayun
Main unki ban jaaun re
Main unki ban jaaun re
Main unki ban jaaun...

Posted by : {Anamika Tyagi}

Mai Unki Ban Jaoon Re Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Mai Unki Ban Jaoon Re, Hamari Baat 1943 songs, related XYZ music and MP3 tracks.