logo
Bhala Kar Bhala III MP3 SONG

Bhala Kar Bhala III MP3 Song

Listen to Bhala Kar Bhala III from Ghar Ka Sukh 1987. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Bhala Kar Bhala III Category / Artist: Anwar Visit us
Bhala Kar Bhala III Category / Artist: Anwar Save As

Bhala Kar Bhala III Song Lyrics

Song Lyrics Title = Bhala Kar Bhala Hoga   III
Song Lyrics Movie = Ghar Ka Sukh (1987)
Singers = Anwar Hussain
Song Lyricists = Ravi Shankar Sharma
Director = Kalpataru
Music Label = T-Series
Starring = Raj Kiran, Shoma Anand, Tanuja, Aruna Irani,
 Kader Khan, Asha Lata, Bharat Bhushan

mp3 songs

Bhala kar bhala hoga, bura kar bura hoga
Neki aur badi ka bande yahi faisla hoga
Bhala kar bhala hoga, bura kar bura hoga
Neki aur badi ka bande yahi faisla hoga
Bhala kar bhala hoga

Sahara diya hai jag mein jisne besaharo ko
Sahara diya hai jag mein jisne besaharo ko
Sada apna pyar diya jisne gham ke maro ko
Uske liye jannat ka rasta khula hoga
Bhala kar bhala hoga, bura kar bura hoga
Neki aur badi ka bande yahi faisla hoga
Bhala kar bhala hoga

Kisi ko utha nahi sakta gira bhi na pyare tu
Kisi ko utha nahi sakta gira bhi na pyare tu
Kam na bigadna agar kam na saware tu
Tere samne aayega tune jo kiya hoga
Bhala kar bhala hoga, bura kar bura hoga
Neki aur badi ka bande yahi faisla hoga
Bhala kar bhala hoga

Burayi ke badle jo bhi karta bhalayi hai
Burayi ke badle jo bhi karta bhalayi hai
Usne hi zindagi mein sada jit payi hai
Nekiyo ki rah jo bhi aadmi chala hoga
Bhala kar bhala hoga, bura kar bura hoga
Neki aur badi ka bande yahi faisla hoga
Bhala kar bhala hoga, bura kar bura hoga
Neki aur badi ka bande yahi faisla hoga
Bhala kar bhala hoga.....

Posted by : {Anamika Tyagi}

Bhala Kar Bhala III Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Bhala Kar Bhala III, Ghar Ka Sukh 1987 songs, related Anwar music and MP3 tracks.