logo
Jab Tak Pyar Nhi MP3 SONG

Jab Tak Pyar Nhi MP3 Song

Listen to Jab Tak Pyar Nhi from Farz Aur Kaanoo 1982. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Jab Tak Pyar Nhi Category / Artist: SHABBIR KUMAR Visit us
Jab Tak Pyar Nhi Category / Artist: SHABBIR KUMAR Save As

Jab Tak Pyar Nhi Song Lyrics

Song Lyrics Title = Jab Tak Pyar Nhi Hota
Movie/album = Farz Aur Kanoon (1982)
Singers = Asha Bhosle, Shabbir Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Raghavendra Rao
Starring = Jeetendra, Rati Agnihotri, Asrani, Azad, Bharat Bhushan,
 Prem Chopra, Harish

Mp3 Song Lyrics

((Jab tak pyar nahin hota
Jab tak pyar nahin hota
Tb tak pyar karoge
Achha ji yeh to bolo
Mujhe tum kab tak pyar karoge
Tum kab tak pyar karoge
Yeh to nahi main keh sakta
Main kab tak pyar karunga
Jab tum raho pyar ke kabil
Tb tak pyar karunga
Main tb tak pyar karunga
Jab tak pyar nahin hota
Tb tak pyar karoge
Achha ji yeh to bolo
Mujhe tum kab tak pyar karoge...

Jab tak hai yeh nain gulabi
Jab tak hai yeh nain gulabi
Jab tak hai yeh chal sharbi
Jab tak hai yeh chehara kitabi
Yeh kehne mein kya hai kharabi
Main tab tak pyar karunga
Jab tum raho pyar ke kabil
Tb tak pyar karunga
Main tb tak pyar karunga...

Dekho chhodo meri baiya
Dekho chhodo meri baiya
Dekho chhodo meri baiya
Tum kitne khud garz ho saiya
Pyar tumhara dhoop aur chhiya
Tum to mujh se bas apne
Matlab tak pyar karoge
Achha ji yeh to bolo
Mujhe tum kab tak pyar karoge
Tum kab tak pyar karoge...

Tumne bura kyun man liya hai
Maine tumhe pehchan liya hai
Tumne bura kyun man liya hai
Maine tumhe pehchan liya hai
Kya yeh tumne jan liya hai
Jab tak pyar ahi duniya mein
Main tab tak pyar karunga
Jab tak pyar ahi duniya mein
Main tab tak pyar karunga
Jab tak pyar ahi duniya mein
Main tab tak pyar karungi
Main tab tak pyar karunga...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Jab Tak Pyar Nhi Video Song

Video is not currently available for this track.

download mp3 song

download mp3 song

Explore: Jab Tak Pyar Nhi, Farz Aur Kaanoo 1982 songs, related SHABBIR KUMAR music and MP3 tracks.