logo
Sau Baar Kaha Dil MP3 SONG

Sau Baar Kaha Dil MP3 Song

Listen to Sau Baar Kaha Dil from Eent Ka Jawab Patthar 1982. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Sau Baar Kaha Dil Category / Artist: Asha Bhosle Visit us
Sau Baar Kaha Dil Category / Artist: Asha Bhosle Save As

Sau Baar Kaha Dil Song Lyrics

Song Lyrics Title = Sau Baar Kaha Dil Ne
Movie/album = Eent Ka Jawab Patthar (1982)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Naqsh Lyallpuri
Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal,
Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Pachhi
Starring = Adil Aman, Neeta Mehta, Premnath,
Om Parkesh, Ajit, Amjad Khan

Mp3 Song Lyrics

((Sau baar kaha dil ne
Ek baar idhar dekho
Sau baar kaha dil ne
Ek baar idhar dekho
Tum humko mohabbat se
Tum humko mohabbat se
Bas ek najar dekho
Sau baar kaha dil ne
Ek baar idhar dekho...

Julfo me basi khusbu
Aankho me haya aayi
Julfo me basi khusbu
Aankho me haya aayi
Aayina jaha dekha
Kehne lagi angadayi
Mahbub se milna hai
Kuchh aur sawar dekho
Sau baar kaha dil ne
Ek baar idhar dekho...

Jadu sa jagaya hai
Ghunghru ki sadao ne
Jadu sa jagaya hai
Ghunghru ki sadao ne
Madhosh kiya sab ko
Aachal ki hawao ne
Lahrane lagi mahfil
Nagamo ka asar dekho
Sau baar kaha dil ne
Ek baar idhar dekho...

Is dil me tamanna hai
Jan tum pe lutane ki
Is dil me tamanna hai
Jan tum pe lutane ki
Kimat hai bahut apni
Najro me jamane ki
Bemaut hi lut jaye
Tum ek baar haskar dekho
Sau baar kaha dil ne
Ek baar idhar dekho
Tum humko mohabbat se
Tum humko mohabbat se
Bas ek najar dekho
Sau baar kaha dil ne
Ek baar idhar dekho
Sau baar kaha dil ne
Ek baar idhar dekho...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Sau Baar Kaha Dil Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Sau Baar Kaha Dil, Eent Ka Jawab Patthar 1982 songs, related Asha Bhosle music and MP3 tracks.