logo
Gumsum Sa Ye Jaha MP3 SONG

Gumsum Sa Ye Jaha MP3 Song

Listen to Gumsum Sa Ye Jaha from Duniya Jhukti Hai 1960. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Gumsum Sa Ye Jaha Category / Artist: Geeta Dutt Visit us
Gumsum Sa Ye Jaha Category / Artist: Geeta Dutt Save As

Gumsum Sa Ye Jaha Song Lyrics

Song Lyrics Title : Gumsum Sa Ye Jaha
Song Lyrics Movie : Duniya Jhukti Hai (1960)
Singers-Geeta Dutt,Hemant Kumar
 Lyrics-Rajinder Krishan
MD-Hemant Kumar

mp3 songs

gum sum saa ye jahaan,
ye raat ye hawaa
ek saath aaj do dil dhadkenge dilrubaa
gum sum saa ye jahaan,
ye raat ye hawaa
ek saath aaj do dil dhadkenge dilrubaa
gum sum saa ye jahaan,
ye raat ye hawaa

dekho wo chaand badli ki ot mein chhupne lagaa
ye neel gagan bhi pyaar ke aage jhukne lagaa
dekho wo chaand badli ki ot mein chhupne lagaa
ye neel gagan bhi pyaar ke aage jhukne lagaa
kitni haseen
kitni shareer
hai chaand ki ye adaa
gum sum saa ye jahaan,
ye raat ye hawaa
ek saath aaj do dil dhadkenge dilrubaa
gum sum saa ye jahaan,
ye raat ye hawaa

ulfat mein choor
duniyaa se door
ham aa hi gaye
manzil ke paas ab to huzoor
ham aa hi gaye
ulfat mein choor
duniyaa se door
ham aa hi gaye
manzil ke paas ab to huzoor
ham aa hi gaye
chaahat ke phool
dekhen na dhool
daali se na ho judaa
gum sum saa ye jahaan,
ye raat ye hawaa
ek saath aaj do dil dhadkenge dilrubaa
gum sum saa ye jahaan,
ye raat ye hawaa

Posted by: {Anju}

Gumsum Sa Ye Jaha Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Gumsum Sa Ye Jaha, Duniya Jhukti Hai 1960 songs, related Geeta Dutt music and MP3 tracks.