logo
Malum nahi kyun MP3 SONG

Malum nahi kyun MP3 Song

Listen to Malum nahi kyun from Cricketer 1983. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Malum nahi kyun Category / Artist: Bhupendra Visit us
Malum nahi kyun Category / Artist: Bhupendra Save As

Malum nahi kyun Song Lyrics

Song Lyrics Title = Malcom Nhi Kyon
Song Lyrics Movie = Cricketer (1983)
Singer = Bhupinder Singh    
Music By = DCS (London)    
Lyricist = Safi Hassan   

mp3 songs

ek chaal si chal jaate hai malum nahi kyun
apne bhi badal jaate hai malum nahi kyun
malum nahi kyun, malum nahi kyun
ek chaal si chal jaate hai malum nahi kyun
apne bhi badal jaate hai malum nahi kyun
malum nahi kyun, malum nahi kyun

ye sach hai ke kuchh bhi nahi mitti ke khilone
ye sach hai ke kuchh bhi nahi mitti ke khilone
hum phir bhi behal jaate hai, hum phir bhi behal jaate hai
malum malum, malum nahi kyun
ek chaal si chal jaate hai malum nahi kyun
apne bhi badal jaate hai malum nahi kyun
malum nahi kyun, malum nahi kyun

ek duniya basa lete hai khwabo ke sahare
ek duniya basa lete hai khwabo ke sahare 
aur khwab hai dhal jaate hai, aur khwab hai dhal jaate hai
malum malum, malum nahi kyun
ek chaal si chal jaate hai malum nahi kyun
apne bhi badal jaate hai malum nahi kyun
malum nahi kyun, malum nahi kyun

dil phir bhi magar dil hai mohabbat ki nazar se
dil phir bhi magar dil hai mohabbat ki nazar se
patthar pighal jaate hai, patthar pighal jaate hai
malum malum, malum nahi kyun
ek chaal si chal jaate hai malum nahi kyun
apne bhi badal jaate hai malum nahi kyun
malum nahi kyun, malum nahi kyun
malum nahi kyun, malum nahi kyun

Posted by : Priyanka Shukla

Malum nahi kyun Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Malum nahi kyun, Cricketer 1983 songs, related Bhupendra music and MP3 tracks.