logo
Dil Lena Khel Hai MP3 SONG

Dil Lena Khel Hai MP3 Song

Listen to Dil Lena Khel Hai from Zamaane Ko Dikhana Hai 1981. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Dil Lena Khel Hai Category / Artist: R D Burman Visit us
Dil Lena Khel Hai Category / Artist: R D Burman Save As

Dil Lena Khel Hai Song Lyrics

Song Lyrics Title : Dil Lena Khel Hai Dildar Ka
Song Lyrics Movie : Zamaane Ko Dikhana Hai (1981)
Singer(s) : R D Burman
Director: Nasir Husain
Lyrics: Majrooh Sultanpuri

mp3 songs

RD: dil lenaa khel hai dildaar kaa, o o, bhoole se naam na lo pyaar kaa
( dil lenaa khel hai dildaar kaa, oo oo, bhoole se naam na lo pyaar kaa
pyaar bhi rooThaa yaar bhi rooThaa
dekho mujhko dilvaaloN, haa
khaayaa hai dhokhaa ho maine yaar kaa ) -2

vaadoN pe inke na jaanaa , baatoN mein inki na aanaa
arrey, vaadoN pe inke na jaanaa , baatoN mein inki na aanaa
arrey inki meeThi baaten ye matvaali aaNkhen
zahar hai pyaar kaa

dil lenaa khel hai dildaar kaa, oo oo, bhoole se naam na lo pyaar kaa
pyaar bhi rooThaa yaar bhi rooThaa
dekho mujhko dilvaaloN, haa
khaayaa hai dhokhaa ho maine yaar kaa

chorus: thaa gunchaa, haa
thaa gunchaa, jiyo jiyo
aisho biyo, haa
aisho biyo, jiyo jiyo
hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey

RD: inpe javaani luTaa do, yaa zindgaani luTaa do
arrey, inpe javaani luTaa do, yaa zindgaani luTaa do
arrey kuchh bhi kar deevaane, rahenge ye anjaane
ronaa hai bekaar kaa..
oo.. dil lenaa khel hai dildaar kaa, oo oo, bhoole se naam na lo pyaar kaa
( dil lenaa khel hai dildaar kaa, oo oo, bhoole se naam na lo pyaar kaa
pyaar bhi rooThaa yaar bhi rooThaa
dekho mujhko dilvaaloN, haa
khaayaa hai dhokhaa ho maine yaar kaa ) -2

chorus: yaar kaa yaar kaa yara kaa yaar kaa

yaar kaa yaar kaa yaar kaa..

Dil Lena Khel Hai Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Dil Lena Khel Hai, Zamaane Ko Dikhana Hai 1981 songs, related R D Burman music and MP3 tracks.